i know ka tanya na karan aur nandini ka saath bahoot bura kiya ha unhe alag karne kii koshish kii ha lakin i think ka karan na tanya ka saath kuch zayada he bura treat kiya ha .us ka mangalsutar he toor diya which is the most important thing for a married women .woh b to karan sa bahoot pyar karte ha .kitna kuch kiya ha us na karan ka liye,bhoomi ka liye aur use kya mila?
woh nandini kii best friend thi aur jabh nandini coma sa wapis aye thi to tanya karan aur nandini kii zindagi sa chale gaye thi tabh karan use kyun wapis laya tha ,woh to us sa pyar karta he nahin tha .then y he came her back?