Salman speechless with so many complaints against his laadla Sid S😆
Mahabharat ki Pathshala Season 1 (Sign-Up open)
Member Topic: What makes us fall in love???
Tum Mile - Chapter 1 & 2 posted
Salman speechless with so many complaints against his laadla Sid S😆
Salman Shukla ko hint de raha hai tu samajh
Shukla khulli badtameezi kar raha hai Salman k saamne aur mock kar raha hai but Salman kuch nahi bol raha
Salman to Vishal: aap ko jab parlta hai ye badtameez hai (Shukla) to aap inke pas jaate hi kyon hai...sab k sab jaate hain
Salman ye baat Sana se puch k validate karwa raha hai😆
F ship goals😎
Originally posted by: garima22
Asim dikh bhi nhi rha kya?? Koi update do zara I will watch repeat
Aj hamaray liye kuch nhi...
Is lye don't watch😅😂
Bhau to Shukla - Tu zyada hmmm mat kar abhi 🤣
Sallu behaving as if he cares. 😆
sallu jo bol raha hai bas Arti ki samajh aa raha hai
Sallu - aap ko pata hai ye (sid) sidhe muh baat nahi karrte.. aap ko inm ka baat karne ka tareeka nahi pasand aap sab jaate kyu ho inn k paas
Muje sid pe baat hi nahi karni.. pyar ae comedy se sab tareeke se samjaya hai inhe par inn ko samaj nahi aa raha
Matlab sid k topic pe baat nahi karenge sallu
Originally posted by: Chingaari
Shukla ko jaundice hua hai kya ....kitna pale ho raha hai
Foundation se aur beemar lag raha hai
Sana dusron ki gandi shaklein banane k bare mein baat kar rahi hai....Irony hanged itself 😆