90% chances of COTW calling out rashmi for the biggest crime ever of giving a jala hua paratha to shukla ke aapne aisa kyun kiya woh toh aapko kuch nahi kehte na hi aapke baare mein koi baat karte hain
bilkul sahi baat ..how dare she😡
maine toh yahan tak suna ke iske Virodh mein Kisaan bhaiyyon ne Gehun ugaana band kar diya,Chakki walon ne Gehun peesna band kar diya😭 ...Sahi hai na ye khabar
