Actually Shanaz ko maloom tha himanshi BB m ayegi, aur aa kr ladai-jhagda, gali-galuch kregi jisse shahnaaz ko sympathy milti. lekin aisa nhi hua, himanshi ne bilkul calm & mature tarike se behave kia, jo ki shahnaaz ke liye out of d syllabus tha.
maafi mangne se jyda jaroori hota hai apni galti ka ahsas krna, agr usse maafi mangni thi to BB m aane se phle bhi maang skti thi, personally nhi to social media pr (jhn se ladai strt hui). Intention agr clear hai to medium doesn't matter.
shahnaaz wants ki iss issue pe baat na ho, kaise bhi krk ye mamla rafa-dafa ho jaye. iss waqt maafi mangna uski majburi hai, vo to pair pakadne ko bhi taiyyar ho jygi.