Originally posted by: captainplus
dhanyavaad saranya ji 😳
aapki yaha agaman se hume atti prasanyata ka abhaas ho raha hai 😳
hum dhanya hai ki aap hamari vaani aur humare bulawe ko itna maan deti hai
hume iss baat se garv bhi hai
aap bhi humari taraf se aalingum le lijiye 🤗
Aur dhanyavaad ek baar phir kyunki aapki "pankha-kumari" dharm palan ne iss dhaage ki shobha badha diya hai ⭐️⭐️⭐️
Apki yehi gunn hume apse prem karne mein vivash karta hai ❤️😳
Baare itni shuddh hindi😳
Ek kaala teeka aapke liye bhi☯️
