Hum cv ko barosa karna padega kyun ki cv jaanta hai ki bina akshan show off air hoga koi nahi dekhega yeh sautan track bhut jald khatam hogi
Antara aj ka ateet guddan aj ka aaj ka future to woh zaroor chunega guddan
And daljeet web series se kaam karegi with karan sing grover maine dekha yeh news so iska matlab woh 1 month ya 2 months rahegi phir khushi khushi chalegi dono ki zindagi ya phir woh dost bankar rahegi and villain banegi but mujhe nahi lagta aisa hoga khas kar jab woh dekhegi ki akshat itne badal gaya guddan puri tarah se badal diya akshat rang dal diya unke berang zindagi mein agar guddan chalijayegi to akshat unse jakar rokega uski bina nahi jee payega ek emotional confession hoga and antara chali jayegi dono se zindagi mein akshat ki paas ek dil hai aur ab antara ki jagah guddan le liya agar woh antara abhi tak se pyar karta hai to woh mangalsutra nahi turega jab woh kahegi pehnayegi mujhe sabke samne woh guddan se zyada pyar karta hai kyun ki jab antara nahi thi woh unhe itna intezaar kiya itna duk itne dard guddan ne sare dard hatadiya jeena sokhadiya to woh zaroor guddan chunegi
Agar akshat chunega antara and guddan to yeh ekta show ki tarah banega log dekhna jaate hai akshan romance akshan love yeh story akshan ka hai guddan tumse na hopayega not antara guddan
So hum sab barosa rakhna chahiye cv par kyun ki yeh log naho jaate hai ki show flop hoga so antara track thoda waqt ke loye hoga