Originally posted by: Vartika026
Mujhe lagta hai Ruhaan mishtu se naaraz hai to issliye wo to ri hogi n tab Mauli aayegi? I mean this didn't seem like mishti has got to know about sis....not yet....fir jab pari ka pata chalega to for se Mauli aayegi
hmmm aisa hai tho mauli ko kal hi aana chahiye hai na
aisa hi huva tho better hai main nahi chahti mishti ko pari ki pyaar ki bare me pata chale