Song on Akshan - Page 2

Created

Last reply

Replies

14

Views

2.6k

Users

12

Likes

55

Frequent Posters

Anonymousaa thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 6 years ago
#11

Banjaara from Ek Villain

Translation in black😊

Jise Zindagi Dhoondh Rahi Hai
What my life is searching for
Kya Ye Woh Makaam Mera Hai
Is this the same destination?
Yahaan Chain Se Bas Ruk Jaoon
Just to rest here forever peacefully
Kyun Dil Ye Mujhe Kehta Hai
Why does my heart wish that?
Jazbaat Naye Se Mile Hain
I’ve found new emotions
Jaane Kya Asar Ye Hua Hai
I don’t know what this effect is
Ek Aas Mili Phir Mujhko
I’ve found a new hope
Jo Qubool Kisi Ne Kiya Hai
As someone has finally accepted me

Haan... Kisi Shaayar Ki Ghazal
Like some poet’s beautiful poem
Jo De Rooh Ko Sukoon Ke Pal
Which gives a moment’s peace to the soul
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar
As if a (lonesome) wanderer has found a home
Naye Mausam Ki Seher
Like mornings of a new season
Ya Sard Mein Dopahar
Or afternoons in the winter
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar
As if a wanderer has found a home

Hmm… Mmm…

Aaa... Aaaa...

Jaise Koi Kinara, Deta Ho Sahara
Just a shore that offers support
Mujhe Woh Mila Kisi Mod Par
I found her on some turning
Koi Raat Ka Tara, Karta Ho Ujala
Like a star that shines at night
Waise Hi Roshan Kare Woh Shehar
In the same way, she lightens up the city

Dard Mere Wo Bhula Hi Gaya
She made me forget all my pain
Kuch Aisa Asar Hua
She cast such an effect on me
Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha…
She is teaching me how to live again

Hmm… Jaise Baarish Kar De Tarr
Like the rain which drenches everything
Ya Marham Dard Par
Or the satisfaction that one has after applying ointment on the wound
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar
As if a wanderer has found a home
Naye Mausam Ki Seher
Like mornings of a new season
Ya Sard Mein Dopahar
Or afternoons in the winter
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar
As if a wanderer has found a home

Muskaata Yeh Chehra, Deta Hai Jo Pehra
This smiling face is protecting me
Jaane Chhupata Kya Dil Ka Samandar
Yet no one knows what is hiding in the ocean of her heart
Auron Ko Toh Hardam, Saaya Deta Hai
She gives shade to everyone else
Woh Dhoop Mein Hai Khada, Khud Magar
While standing in the sun herself
Chot Lagi Hai Usse Phir Kyun
Even when she is wounded
Mehsoos Mujhe Ho Raha
Why do I feel the pain
Dil Tu Bata De Kya Hai Iraada Tera...
Oh my heart! Tell me what are Your intentions

Hmm… Main Parinda Besabar
I was a restless bird
Tha Uda Jo Darbadar
That was flying from place to place
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar
As if a wanderer has found a home
Naye Mausam Ki Seher
Like mornings of a new season
Ya Sard Mein Dopahar
Or afternoons in the winter
Koi Mujhko, Yun Mila Hai
I’ve found someone...
Jaise Banjaare Ko Ghar (x4)
As if a wanderer has found a home


My favourite lines:

Jaise Koi Kinara, Deta Ho Sahara
Just a shore that offers support
Mujhe Woh Mila Kisi Mod Par
I found her on some turning
Koi Raat Ka Tara, Karta Ho Ujala
Like a star that shines at night
Waise Hi Roshan Kare Woh Shehar
In the same way, she lightens up the city

Dard Mere Wo Bhula Hi Gaya
She made me forget all my pain
Kuch Aisa Asar Hua
She cast such an effect on me
Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha…
She is teaching me how to live again
Muskaata Yeh Chehra, Deta Hai Jo Pehra
This smiling face is protecting me
Jaane Chhupata Kya Dil Ka Samandar
Yet no one knows what is hiding in the ocean of her heart
Auron Ko Toh Hardam, Saaya Deta Hai
She gives shade to everyone else
Woh Dhoop Mein Hai Khada, Khud Magar
While standing in the sun herself
Chot Lagi Hai Usse Phir Kyun
Even when she is wounded
Mehsoos Mujhe Ho Raha
Why do I feel the pain
Dil Tu Bata De Kya Hai Iraada Tera...
Oh my heart! Tell me what are Your intentions
jmoyee200 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 2 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#12

My ..song..no 1..

Janam janam janam saath chalna yunhi

Kasam tumhe kasam aake milna yahin

Ek jaan hai bhale do badan ho judaa

Meri hoke humesha hi rehna

Kabhi na kehna alvida

Meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho

Tum dard ho tum hi aaraam ho

Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa

Meri hoke humesha hi rehna

Kabhi na kehna alvida

Aha ha ha o

Meri hoke humesha hi rehna

Kabhi na kehna Alvida

Teri baahon mein hai mere dono jahaan

Tu rahe jidhar meri jannat wahin

Jal rahi agan hai jo ye do tarfa

Na bujhe kabhi meri mannat yahi

Tu meri aarzu, main teri aashiqui

Tu meri shayari, main teri mausiqi

Talab talab talab bas teri hai mujhe

Nason mein tu nasha banke ghulna yunhi

Meri mohabbat ka karna tu haq ye adaa

Meri hoke hamesha hi rehna

Kabhi na kehna Alvida

Meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho

Tum dard ho, tum hi aaraam ho

Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa

Meri hoke humesha hi rehna

Kabhi na kehna Alvida

from film...dilwale


jmoyee200 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 2 Thumbnail
Posted: 6 years ago
#13

Ho Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi

Sapne Teri Chahaton Ke, Sapne Teri Chahaton Ke

Dekhti Hoon Ab kayi

Din Hai Sona Aur Chaandi Raat Ban Gayi

Hoo Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi

Paaya Maine, Paaya Tumhein, Rab Ne Milaya Tumhein,

Honthon Pe Sajaya Tumhein, Nag Mein Sajaya Tumhein

Paaya Maine, Paaya Tumhein, Sab Se Chupaya Tumhein,

Sapna Banaya Tumhein, Neendhon Mein Bulaya Tumhein

Chahaton Ka Mazaa, Faasalon Mein Nahin

Aa Chupa Loon Tumhein Hauslon Mein Kahin

Sab Se Upar Likha, Hai Tere Naam Ko

Khwaishon Se Jude Silsilon Mein Kahin

Khwaishein Milne Ki Tumse, Khwaishein Milne Ki Tumse

Roz Hoti Hai Nayi

Mere Dil Ki Jeet Meri Baat Ban Gayi

Hoo Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi

Paaya Maine, Paaya Tumhein, Rab Ne Milaya Tumhein,

Honthon Pe Sajaya Tumhein, Nag Mein Sajaya Tumhein

Paaya Maine, Paaya Tumhein, Sab Se Chupaya Tumhein,

Sapna Banaya Tumhein, Neendhon Mein Bulaya Tumhein

Zindagi Bewafa Hai Yeh Maana Magar

Chod Kar Raah Mein Jaouge Tum Agar

Cheen Launga Main Aasman Se Tumhein

Soona Hoga Na Yeh, Do Dilon Ka Nagar

Raunke Hain Dil Ke Dar Pe, Raunke Hain Dil Ke Dar Pe

Dhadkane Hain Surmayi

Meri Kismat Bhi Tumhari, Saath Ban Gayi

Hoo Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi

Ishq Mazhab, Ishq Meri Zaat Ban Gayi

Sapne Teri Chahaton Ke, Sapne Teri Chahaton Ke

Dekhti Hoon Ab kayi

Din Hai Sona Aur Chaandi Raat Ban Gayi

Hoo Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi............

..................


145665 thumbnail
Posted: 6 years ago
#14

This song will also suit Akshan, the friendship between Akshan reminds me of Krystle and Karan's offscreen chemistry and how their friendship bond was so strong, I still miss seeing them together!!!

But, nonetheless, Akshan's friendship is so beautiful and that is the essence of their relationship as how they support ecahotehr like friends, bring the best out of ecahother, and have a healthy bond where one knows what the other person is feeling without even them saying anything

The amount of trust and understanding Akshan have for ecahother, it is friendship goals

True friends last forever and Akshan are a clear example of that, I enjoy when they call eachother as dost, that really makes their bond even stronger

Zindagi Mein Aaj Lamhe Khaas Aaagaye was the song of Viren and Jeevika from EHMMBH

https://www.youtube.com/watch?v=SLXcFW1Tqlo

br200910 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 6 years ago
#15

Tenu itna mein pyar karan

Ek pal vich so bar karan

Tu jave je mainu chad ke

Maot da intezaar karran

Key tere liye duniya chod di hai

Tujh pae hi saans aa ke rukey

Mein tujh ko kitna chahta hoon

Ye tu kabhi soch na sakey

Key tere liye duniya chod di hay

Tujh pay hi saans aa kay ruky

Mein tujh ko kitna chahta hon

Ye tu kabhi soch na ske

Kuch bhi nahi hay ye jahan

Tu hay to hay is mein zindagi

Ab mujh ko jana hay kahan
Key tu hi safar hay akhri

Key tery bina jeena mumkin nahi
Na dena kabhi mujh ko tu fasly
Mein tujh ko kitna chahti hon
Ye tu kabhi soch na saky

Aankhon ki hai yeh khwahishein

Ki chehre se teri na hatein
Neendon mein meri bas tere
Khwabon ne li hai karwatein

Ki teri ore mujhko leke chalein
Ye duniya bhar ke sab raaste
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Tere liye duniya chhod di hay
Tujh pay hi sans aa kay ruky
Mein tujh ko kitna chahta hon
Ye tu kabhi soch na saky



Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".