krishna aur atharva ka kidnap jigyasa ne karvaya hoga.
meera ka bhai mohan ne bhi kidnap karvane ki chances hain.yani bani aur jai ka rishta tut jaye aur jai meera se shaadi kare.
jigyasa aur meera ka bhai mohan milehuye ho.agar ekta es point pe dhyan de tho jai meera ko door kar sakte hain.kyunki meera mahan baan rahin hain na.bani aur jai milsakte hain hamesha ke liye.