Ariya Os Dreams do come true - Page 3

Created

Last reply

Replies

29

Views

13.2k

Users

22

Likes

108

Frequent Posters

ariya143 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 7 years ago
#21
Amazing dear..
But too emotional ..
Ri pe itna sitam .. or wo bhi us ke parents se..
Really hate that.. esa kabhi hota he kya..
Sach mai parents he the kya..
But like u r story.. u r thoughts ..
Different one .. becoz sub love n sweet story hoti hai mostly
But u try different.. crime n us mai bhi humare hero ne heroin ko bacha ya .. so gud one..
Gud going dear..
Waiting for u next story ..
Thanks for pm...
ariyabestfan thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#22
awsome os dear..

love it..

oh god ..Riya ke parents aisa kaise Kar sakhte he..

she don't even fight back..ok first time she was shocked..but she continue to let him play with herself next time too..

kash Riya ye sochti ke usse Woh apne parents ko Nahi Balki khud ko saza de rahi he..

good atleast Arjun come to know something is wrong with Riya..

he make realize Riya that she is not hurting her parents..she is hurting herself..

Arjun took right action against her family n that manan ..n this time Riya too show courage n file case against them..

ariya then happily married..

really very very touchy..

plz do write more..

thanks for pm

sorry for late comment..
bloomie thumbnail
Posted: 7 years ago
#23

Originally posted by: Aayat.ariya14

Hey, pehle tarif karti hu story ka fir aati hu main baat me... iske baad agar mujhe ban kia gaya to i give any damn care... This is best big Os Ever... u described every emotion very nycly...

btw, come 2 the main point... mein jo v kahungi aur puchungi ye story/ writer pov/ readers related nahi hai.. so koi v iss baat ka issue maat banana... aur nahi mein kisi kanun aur department k khilaf ja k bol rahi hu.. mein sirf character ko judge karna chahti hu .. character pe ungli nahi ..
meri 1st sawal,

1:-agar riya khud ko iss manan se protect nahi kar payi to wo police department me gayi keise?? agar wo iss rape ko rok nahi paya to ek police department me join kar ne waqt ya kisi v department me join karne k waqt aapna izzat bich bazar me bechna padhta hai taab wo kaha thi??? ye to saach hai... wo khud k liye ek jawab nahi de pati hai to wo itna badha department me keise aayi??

2:- aur saab se gussa aaya us baat pe jaab riya ne arjun ko promise kia ki wo arjun ka har musibat me taqat banegi.. Huhh! jo ladki khud k liye ladh nahi paya ek crime dep me ghus gaya wo keise kisi aur ka dhal banega??

3:- aur rahi baat Riya ki parents ka to ye log maa baap k naam pe kalang jarur hai paar iss kalang ko samaj me jaga dia riya jeisi character ki ladki...

mein pehle hi bataya ki yeha mein kisi ka character aur kisi ka v naam pe koi sawal nahi kia... mein sirf samjhane k liye Arjun aur riya ki naam use kia..
aur jo log ye bolke gaye hai ki dosh manan n riya ki parents ka hai.. usse mein kehna chahti hu ek judgement karne se pehle soch lia kije ki uska logic k saath ans kitna milta...
Sorry mein kisi ko v hurt nahi karna chahti hu aur nahi koii intention tha.. so plz no issue about it.

mujhe saab ka jawab chahiye..

RIya khud ko protect nahi kar paayi aisa nahi hai...balki she chose not to protect herself because of her anger. aapka point bicul sahi hai ki RIya ke parents se zyaada Riya zyaada zimmedar bani lekin fact ye bhi hai ki all of this a vicious circle. Riya ke relations uske parents ke saath zyaada ache pehle se hi nahi the. jab usne unhe Manan ki asliyat batane ke baare mein socha tab bhi use yahi dar tha ki ya toh manan ke impression ki wajah se woh us par believe nahi karenge ya fir the same standard victim blame jo hum har case mein dekhte hai. lekin usne ye kabhi nahi socha ki uske parents khud uski dignity ke saath compromise karenge. pehli baar woh shock mein thi aur aage jaakar uska gussa hi uski barbaadi ka kaaran bana , woh unhe hurt karne ke liye khud ko hurt karne lagi. kayi baar aisa hota hai ki hum jis cheez se beintehaa nafrat karte hai hum khud wahi ban jaate hai.. take serial killlers for example, majority cases mein unke victims us basis par select hote hai jis basis par unke kisi apne na unke saath nainsaafi ki ho aur waqt ke saath woh sahi aur galat ke beech ka distinction bhi bhul jaate hai. agar case utna serious na ho, aur koyi choti si baat bhi resemble hoti ho toh bhi woh murder kar dete hai. RIya ke saath bhi aisa hi kuch hua. agar woh khud ko protect nahi kar paati toh restaurant mein hi Manan ke saamne jhuk jaati par aisa nahi hua. jab sab kuch jaanne ke baad bhi uske parents ne uska saath nahi diya toh a part of her lost all meaning of life and the other part wanted revenge for her suffering.

and coming to the promise she gave Arjun, it was because Arjun stood by her when even her own parents didn't in fact woh khud is sab ka kaaran bane. is sab ke bavjud Arjun read between the lines and helped her find the ine between right and wrong. he became her strength. so she decided that she too would fight for him and with him the same way he did.
Edited by bloomie - 7 years ago
bloomie thumbnail
Posted: 7 years ago
#24

Originally posted by: AnjuRish

This OS is reality of life for some ...i have seen similar cases in a place i used to do volunteer counselling for ...very few people are able to restart their life with courage

that's really nice...I am aware of a few facts...psychology student myself
aashi24 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 7 years ago
#25
nice os
riya's parents and manan are so disgusting
arjun save riya and marry
happy ending
bloomie thumbnail
Posted: 7 years ago
#26

Originally posted by: Aayat.ariya14

Mein ne aapna cmnts already post kia ..fast cmnts .. but fir v kuch logo ka cmnts dekh k laag rahi hai ye jo crime dikhaya gaya uss case ko un logo ne edit kia.. haa ye ek story hai writer ne khud v kuch add obviously kia.. paar jitna writer ne bayan dia case k bareme mujhe nahi lagta real me wo case yeisa tha.. isse itna change kar k TV me dia gaya ki kuch baatein adhure hi reh gayi .. Ye case jo dikh raha hai wo nahi hai.. Mein writer se request karna chahti hu ki plz aap mujhe us episode number with show details plz send kije .. mujhe iss case k bareme janna hai... yeha us victim ki jaga Riya ko jo dikhai gayi hai unme bht badha gap reh gaya.. jo hume najar aate huye v nahi aa rahi hai...

i would really like to par kya haina i saw it almost a month ago aur woh episode bhi koyi random puraana tha, I really dont remember...sorry
Aayat.ariya14 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#27

Originally posted by: bloomie

RIya khud ko protect nahi kar paayi aisa nahi hai...balki she chose not to protect herself because of her anger. aapka point bicul sahi hai ki RIya ke parents se zyaada Riya zyaada zimmedar bani lekin fact ye bhi hai ki all of this a vicious circle. Riya ke relations uske parents ke saath zyaada ache pehle se hi nahi the. jab usne unhe Manan ki asliyat batane ke baare mein socha tab bhi use yahi dar tha ki ya toh manan ke impression ki wajah se woh us par believe nahi karenge ya fir the same standard victim blame jo hum har case mein dekhte hai. lekin usne ye kabhi nahi socha ki uske parents khud uski dignity ke saath compromise karenge. pehli baar woh shock mein thi aur aage jaakar uska gussa hi uski barbaadi ka kaaran bana , woh unhe hurt karne ke liye khud ko hurt karne lagi. kayi baar aisa hota hai ki hum jis cheez se beintehaa nafrat karte hai hum khud wahi ban jaate hai.. take serial killlers for example, majority cases mein unke victims us basis par select hote hai jis basis par unke kisi apne na unke saath nainsaafi ki ho aur waqt ke saath woh sahi aur galat ke beech ka distinction bhi bhul jaate hai. agar case utna serious na ho, aur koyi choti si baat bhi resemble hoti ho toh bhi woh murder kar dete hai. RIya ke saath bhi aisa hi kuch hua. agar woh khud ko protect nahi kar paati toh restaurant mein hi Manan ke saamne jhuk jaati par aisa nahi hua. jab sab kuch jaanne ke baad bhi uske parents ne uska saath nahi diya toh a part of her lost all meaning of life and the other part wanted revenge for her suffering.

and coming to the promise she gave Arjun, it was because Arjun stood by her when even her own parents didn't in fact woh khud is sab ka kaaran bane. is sab ke bavjud Arjun read between the lines and helped her find the ine between right and wrong. he became her strength. so she decided that she too would fight for him and with him the same way he did.

haa, Mein aapka pov v accept karti hu.. paar real fact iss jo pehle se majbut nahi baante hai wo aage jaa k yeisa hi haar mante hai.. chahe kitna v shok q na lage.. yeha as a officer usse khud se pehle to aapna desh k baki ladkio ki baat yaad aa jana chahiye .. aab khud se souf dena aur khud kuch na karna ekhi hai... jayda taar log victim pe ungli uthate hai aur yeha Riya ne yani victim ne khud aapna astitya khoya .. q? q ki parents k vajase ?? haa ye ho sakhta tha ki wo usdin protect khud ko kaar v nahi pata agar chaha to.. paar Koshish k aage haar jane ko kayer hi kehte hai...
Aayat.ariya14 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#28

n point to bht sarein the.. angle v bht sarein the.. paar Mein itna sarein point se or angle se sawal nahi uthaya .. haa ye v sahi hai hum desh k liye kaam karne k liye kitna v majbut baan jaye paar ek waqt humara kamjori ka v aate hai.. paar us waqt hum kitna majbut rehne k Koshish karte hai ye v dekhna chahiye ... log wo nahi dekhega ki humare saath kya hua.. log wo dekhega ki humne kya kia...
n rahi baat others killers ki to unka psychology mind kuch aur tarike aur angle se change hote hai...

okay .. no pblm .. Mein thora curious tha iss case ko leke so meri najaria se Mein ne dekha... after all aage v ye saab leke hi kaam karungi so...
Aayat.ariya14 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#29

Originally posted by: bloomie

i would really like to par kya haina i saw it almost a month ago aur woh episode bhi koyi random puraana tha, I really dont remember...sorry

okay no pblm.. I can understand aapka naa karne ka piche ka reason .. it's a common thing... no pblm ...
Thanks for ur reply ...
bloomie thumbnail
Posted: 7 years ago
#30

Originally posted by: Aayat.ariya14

n point to bht sarein the.. angle v bht sarein the.. paar Mein itna sarein point se or angle se sawal nahi uthaya .. haa ye v sahi hai hum desh k liye kaam karne k liye kitna v majbut baan jaye paar ek waqt humara kamjori ka v aate hai.. paar us waqt hum kitna majbut rehne k Koshish karte hai ye v dekhna chahiye ... log wo nahi dekhega ki humare saath kya hua.. log wo dekhega ki humne kya kia...
n rahi baat others killers ki to unka psychology mind kuch aur tarike aur angle se change hote hai...

okay .. no pblm .. Mein thora curious tha iss case ko leke so meri najaria se Mein ne dekha... after all aage v ye saab leke hi kaam karungi so...

yes that is also true

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".