*Zoya sleeping* π₯±
Kumud: Who bilkool mere aur aapke jaisi hi dikhti hai na? π²
Maya: Maybe. But I am better looking. π
*Zoya moves a bit in her sleep*
Kumud: Utho, hum tumhari madat karne aye hai. Jago zoya. π
Maya: Utho, warna tumhe uthaya jayega. π
Kumud: Aise koi baat karta hai kya? Kisiko bhi jagane ke liye pyar chahiye hota hai. π²
Maya: Pyar toh bewafaa hota hai. Junoon is everything. π€¬
Zoya: Aap dono kaun hai aur humare aur yash ke kamre me kaise aaye? π
Maya: Shut up. Iss show me arjun hote hue tum yash se shaadi kaise kar gayi? π‘
Zoya: Kon arjun?
Maya: Agar meri shakal na hoti, toh abhi tumhara chehra bigadh deti. π‘
Kumud: Aap pls shant ho jayiye. Me ek teacher hu. I need silence to explain. π
Maya: Me ek boss hu. Mujhe silent rehne ki adat nahi, silence failane ki adat hai. π€
Zoya: Dekhiye aap jo bhi ho, plz allah ke waste yaha se chali jayiye abhi warna hume watchman ko bulana padega.
Maya: Use mene aisa sula diya hai ki ab dobara kabhi nahi uthega. π
Kumud: Kya? Mene sirf behosh karne kaha tha. π€
Maya: Wohh mera style nahi. π
Zoya: Aap ke liye style hi sab kuch hai kya? Insaanon ka kya? π
Maya: Me fashion company ki hi boss hu. Insaanon ka kya hai, aaj hai, kal nahi hai...but style is eternal. βοΈ
Kumud: Wohh sab chodo, hum zoya ko yeh samjhane aye hai ki yash aapke layak nahi...yash naam ka admi dhokebaaz hi hota hai...humare bhai ka naam bhi yash tha.
Zoya: Humare yash aise nahi hai voh toh humse bepannahh...π³
Maya: Bepannaah nahi, beyhadh hona chahiye pyar. β€οΈ
Zoya: Haan haan, voh wala bhi karte the shayad π
Kumud: Tumhe jaagna hoga zoya. Apni soch se jaagna hoga. Sach ko dekho. π
Zoya: Par...Yash hume dhokha nahi denge, wohh humari har choti choti baat ka khayal rakhte the, hume sulate the, hume..π
Maya: Ye apne misconception se azaad ho na ho, me aaj ise iss duniya se zaroor azaad karungi. π‘
Kumud: Aise nahi kehte. Kisiko bhi samjhane ke liye pyar chahiye hota hai. π
Maya: Ohh SHUT UP with ur pyar lecture. π€
*Mahi's footsteps approach*
Kumud: Hume jana hoga...π
Maya: Dhyan rakho hume lautna na pade. I don't like wasting my time. π€¬
Both vanish. π