Sara plan toh dikha diya, proposal scene me bhi kuch khaas addition nahi tha.. aditi ne uss time ke OLV pe bol hi diya tha, that Neilbolte hai, main tumhe pasand karta hun etc.
Asli altar scene ka toh kuch reveal nahi kiya..
Sara blushing moments ka mazaa nikal gaya the moment Neil confessed Mishti is his child only!
Ab kya hi bolun aur.. kuch bolne ke liye bacha nahi.