...Sometimes...
Meraa heart fail kar detaa hey... ankhon par patti daal deta hei takey us k ilawa aur kuch nazar nahin ata... nahin to wahi key wahin maar dalta hei...
ya itna majboor kar detaa hei ky mein yah karoon:
v
v
v
v
v
Kisi aur ko bhi yeh hota hey?
Ya Armaan ko dekh key: Kuch...kuch....hota hei!
Love,
Sonia