Chap 9
Veer came back the next day in a very very foul fustrated mood, bieng in Berehempur for two days had made him angry again but he had to control his anger. Today was feb 1st, he went and met the broker and took the flat keys from him. The things would be arriving this afternoon. It was a sunday and Rohini had the morning off, and Veer as soon as he climbed up the stairs went straight to Rohini's flat. She opened the door, but instead of her smile she saw anger seething in her eyes. "Kya baat hai Rohini?" he asked, putting his bags down on the floor. "Mr Veer Pratap Choudhary" she said malice dripping from her voice "Aiye aiye andar aiye." "Rohini tum thhik toh ho yaar?" Veer asked "Inna gussa kyun kar rahi hai." "Gussa?" She raised one eyebrow "Mera bas chalta na toh tujhe yahi goli maar deti main." "Haa?" Veer said "Maine kya ker diya? Main toh thha bhi nahi yaha." "Mere saath kuchh karte na toh shayad main itna nahi chaukti" she said "Arey tum toh saal bhar pehle tak mujhe jaante bhi nahi thhe aur kuchh din pehle tak meri parchhayi se bhi chidhte thhe. Par Rangeela, woh tumhe bhagwan ki jagah bithhata hai, aur tum? Tumne usse kya diya, ghulaami ki zindagi?" Veer looks stunned. "Chauk kyun rahe ho itna? Rangeela ne mujhe bataya hai, apni marzi se toh nahi par baatein nikalvana mujhe aata hai." Rohini said "Tum ek baar usski jaan kya bachayi, usne toh apni jaan hi tumhare pyarron mein rakh diya. Usse itna torture kiya tum logone, usske wajud ko hi mita diya, usski self respect, identity sab chhin li. Kya bigaada thha ussne, kyun laaye thhe usse apne ghar mein taaki usse ghulaami karva saako?" "Rohini main.." Veer started. "Just shut up" She said "Jaante ho jab maine tumhare baare mein suna aur tumhe dekha mujhe tum typical male chauvinistic aadmi lage jo sabko aapne niche rakhta hai, jo pyaar karna nahi janta. Lekin jab tum usss din Rangeela ko lekar hospital tab mera tumhare baare mein mera opinion change huya, aur pichhle kuch dinon jo tumhare saath waqt guzaara toh laga ki you are really nice. Par kal jab Rangeela se uske past jaana tab.." She came and help Veer's collar "Kyun Veer kyun?" She asked "Kyun kiya usske saathe aisa tumlogone? Aur pichhle kuchh dinon se yeh natak kyun kar rahe thhe tum, why?" "Enough Rohini" Veer said holding her hand tightly "Haa yeh sach hai ki maine Rangeela ko torture kiya hai, but pichhle kuchh dinon mein I wasnt acting." He turned and yanked a folder from his bag, "Yeh dekho" he said "Issme Delhi ke best five schools ke forms hain aur adoption ke papers hain. Mai Rangeela ka admission phir se school mein karvana chahta hun, and main usse ghulaam nahi apna bhai banakar rakhna chahta hun, legally." He sank down on his knees, exhausted. "Haa maine usse bohot torture kiya hai, without any reason. Main berehempur mein rahte huye bohot gussa rahta thha, mere andar ajeeb sa fustration thha jo humesha Rangeela pe nikalta thha. Main justification nahi de raha hun, because aise gunah ka koi justification nahi hota. Par jab uss din pehli bar mujhe laga ki main Rangeela ko kho dunga, tab mujhe ahsas huya that I cannot afford to lose him, maine decide kiya ki bas ab aur nahi. I am sincerely trying to change Rohini, main Rangeela ko ek zindagi dene ki koushis kar raha hun. Isi vajah se yeh online jobs ki application kar raha thha taki Rangeela ke expenses support kar saku. Main usse ab aur koi takleef nahi dena chahta nahi dena chahta.." Veer broke down. Rohini slowly approached Veer and sat beside him. "Veer" she said putting a hand on his shoulder, "I am sorry Veer. Pls sambhalo khudko." And without even thinking she hugged him. Veer calmed a little, and Rohini suddenly realising what she was doing pushed him back. "Its ok Rohini" Veer said calming down, "Tumne sahi kaha I have done unforgivable things." "No veer" Rohini said "Ghalati ki hai tumne but you are trying to change and I believe you. But you know Rangeela ko kal utna tuta huya dekh I couldnt control myself. Agar tum usse sach mein adopt karna chahte ho toh tumhe usse apna pyaar jatana hoga. Usse samajhana hoga ki ab usse tumhari har achhi buri baat manne ki jarurat nahi." "Haa Rohini" He said "He has to accept me as brother first." "Yes" Rohini smiled "Ek suggestion du start by apologising, usse yeh samjhao ki tumne jo kiya gakat tha and you are sorry. Usse yeh jatado ki wo tumhare niche nahi tumhare saath hai, tumhari taqat hai. Main hu tumhare saath sab thhik ho jayega." Rohini held his hand, suddenly she saw red marks on his hands. "Yeh kya hai Veer?" Rohini asked. "Inhi haton se Rangeela ko maara...isiliye.." Veer mumbled. "VEER" Rohini was stunned again, "Self harming kisi ghalati ko sudharne ka rasta nahi. Apne aap ko chot pohunchake apne andar ke guilt ko khatam mat karo, jis raaste mein tum chal pade ho na ussme abhi bohot takleefein ayengi, apni guilt ko bachake rakho un times ko jhelne ke liye. You had been born with a golden spoon Veer, aur aaj tumne descision liye uss aram ko chhorke struggle karne ka apne liye, Rangeela ke liye but it will very tough, waqt jab intehaan leti hai na tab achche achho ka dam nichor leti hai, par tum himmat mat harna pls." She dressed Veer's hand caringly.
They went to meet Rangeela after that, Rohini did not enter, she knew it would be a private moment. Rangeela, as soon as he saw Veer, his face lit up, but his eyes drooped. Veer understood there was a battle within him. He slowly approached his bed and ruffled his hair. "Kaisa hai mere bhai?" Veer asked "Aap ki kripa se thhik hun maalik" Rangeela replied. Suddenly he spotted the books Rohini had brought in Veer's hand. "Malik, mujhe maaf kar dijiye" Rangeela said "Main apni auqat bhul gaya thha, malik. Main bhul gaya ki iss ghulam ko parne ki izazat nahi, meri saza kya ha malik?" "Nahi Rangeele" Veer said putting an arm around Rangeela "Nahi, mujhe maaf kar de mera bachcha, maine itne saalon tak tujhe janwaron battar zindagi di. Main khud kaise bhul gaya ki maine apne aap se vaada kiya tha ki Sarkar tujhe bhale hi ghulaam bana ke laaye ho main tujhe achhe se rakhunga. Phir main kaise badal gaya Rangeela. Maaf kar de mujhe mere bhai. Humara koi haq nahi thha tujhe ghulaam banane ka. Humne gunha kiya hai tuh jo saza dega mujhe manzoor hai." He folded his hands. "Nahi malik" Rangeela said holding his hands "Nahi, nahi, aapne mujhe zindagi di, main jitna bhi zinda hu aapke liye hu, aapki zid ki vajah se main school gaya aapne mujhe bachaya. Aapko haq hai meri har ek saaans par." "nahi Rangeela" Veer said "Tujhe bachana meri duty thhi, har bara bhai aapne chhote bhai ko protect karta hai." Rangeela looked at him with shining eyes. "Malik..." "Bolne de mujhe Rangeela" Veer said "Haa tu mera bhai hi hai, khoon se nahi par dil se, aur aaj ke baad tuh mujhe bhaiya buleyage agar tuh mujhe apna bhai banne ke layak samjhe toh. Kyun ki maine jo kiya woh maafi ke layak nahi..." "Malik" Rangeela said and hugged Veer round the middle and started sobbing and crying. "Rangeele" Veer said stroking his hair. "Ro kyun raha hai bachcha? Teri toh koi ghalati nahi hai" Rangeela cried his 14 years of pain out in that embrace, burying his head in Veer's chest. "Rangeela chup ho ja pls" Veer said rubbing Rangeela's back "Main hun na, ab sab thhik ho jayega. Main sab thhik kar dunga." But Rangeela just tightened his embrace. Veer kept on rubbing his back and rocking him back and forth to calm him. Rangeela had never been consoled or cared for, this was such a great feeling for him. After a while Rangeela quitened. Veer laid him back against the pillow and wiped his eyes, and made him drink a little bit of water. "Bas bas" Veer said wiping Rangeela's tears "Sab thhik ho jayega, hum sab kuch phir se banayenge." Rangeela smiled, a pure happy smile that Veer probably had never seen on Rangeela's face. "Yeh le" Veer said handing Rangeela the books "Tune mangayi thhi na Rohini se." "Thanks...Bhaiya" Rangeela said and now it was Veer's turn to feel happy. "Achcha maalik...sorry bhaiya" Rangeela said "Didi nahi aayi." "Aayi hun na" Rohini said entering the room. "Tumhare doctors se baat kar rahi thhi, tumhe do din baad chhor denge woh." "Sachchi" Rangeela said "Didi aapne toh khush kar diya" he almost jumped up but then sank down not knowing how Veer would react. But Veer and Rohini both started laughing. Rohini ruffled Rangeela's hair and left to attend her patients. "Bhaiya" Rangeela ventured "Ek baat puchhon aap gussa nahi hona" "Puchh na" Veer said "Tujhe bolne ke liye meri permission ki zarurat nahi" "Aap..aap Didi ko pasand karte ho na" Rangeela said. Veer was dumbstruck at such a blatant question, but he smiled and nodded. "Toh aap didi ko bolte kyun nahi?" Rangeela said "Kyun ki" Veer said "Main darta hun ki woh mana na karde." "Bhaiya aap pagal ho" Rangeela said "Woh itne din se mera khayal rakh rahi hai, aapka khayal rakh rahi hai kyun. You always have dinner with her, aur wo bhi khana lagake aapka wait karti hai. Dont look suprised aap hi ne ek do baar mujhse kaha hai. Bol do bhaiya, bol do she likes you back." "Achcha" Veer said pulling Rangeela's year "Beta tu bohot bara ho raha hai, bohot observant ban gaya ha." Veer said half laughing. "Sorry bhaiya" Rangeela said. "Chal abhi tuh rest kar" Veer said, helping Rangeela lie down.
The next day afternoon, Veer started arranging his house stuff, Rohini also joined him returning from her MS classes and miraculously speeded the process up. She arranged everything as she liked and Veer just agreed, he was enjoying this new experience, bieng with a girl who had so many layers soft yet tough, caring yet capable of destroying. She might not be the most beautiful lady in the world, not always made up but for Veer she was becoming the most elegant women he had ever seen. Veer was thinking all this while Rohini was arranging his books on the top self standing on a chair and she suddenly slipped, Veer caught her, in a full filmy style. And as though the moment had paused, Veer could feel her breath on his face, Rohini was lost in Veer's deep brown eyes. But the phone rang jostling them up from their abyss into a very awkward reality. Veer fumbled to pick up the phone, while Rohini blushed as red as a tomato. "Hello, ha, kya?" he spoke on the phone "Yes, ok thank you so much." "ROHINI" He almost burst with happiness "Guess kar kaun thha?" "Kaun?" Rohini asked. "Lawyer ka phone thha" he said "Usne kaha hai ki kyunki main aur rangeela dono 18 saal ya usse upar ke hai, toh bas humare mutual signatures uska adoption proccess pura ho jayega, hafte bhar baad ka date diya hai, uss din bas usse le kar adoption office pohunchna hai." "Wow" Rohini said "This calls for a celebration." "No" Veer said "Pehle sab set hone de, then we will celebrate." "Done" Rohini said.
Next day Rangeela was released from hospital and he was suprised to move in this new flat instead of going to Berahampur, he was also bieng hit hard by Veer's changes. Veer was working late into nights, trying to manage balance sheets of the online company he had landed a job in after three bouts of intensive interviewing. Rangeela was surprised by Veer's new facade, he was utterly confused, but somewhere deep down he enjoyed bieng pampered. At three at one night two days after they had moved in the flat, Rangeela decided to ask Veer what was happening. Veer was on his laptop hard at work intriguing over some flaw in numbers. "Bhaiya" Rangeela ventured. Veer looked up from his work, "Soya nahi abhi tak?" Veer asked. "Wo kuch puchna tha, apki agya ho toh.." He mumbled. "Arey puchh le itna ke soch raha hai?" Veer said. "Woh hum ghar wapas kyun nahi jaa rahe? Yaha kyun hain?" Rangeela said. "Aap itna kaam kyu kar rahe hain? Apni mujhe meri dasvi ki kitabe phirse padhne kyun di hainkah rahe thhe ki hafte bhar mein phir ek baar dekhlun karlu, kyun? Aur mai.." "Are gaadi ne break laga" Veer said "Bavre ek ek karke puchh. Baith batata hun." Saying this he checked his phone. "Par iss ladki ne ab tak phone kyun nahi kiya" Veer mumbled to himself "Kaha thha shift ke bich mein ek baar phine maar dena, night shift hai mujhe chinta nahi hoti kya, chinta karne ka thheka jaise shirf inhone hi le rakha hai." "Bhaiya..." Rangeela called but then suddenly lowered his eyes "Sorry, maaf karna...apke bolne ke bich mein.." "Rangeela" Veer said placing a hand on his shoulder "Koi galati nahi ki hai tune, baat baat pe maafi na manga kar. Ab tere sawalon ke jawab, hum ghar wapas isliye nahi jaa rahe hain kyunki main jo karna chahta hun wo ghar se nahi ho sakta, main itna kaam isliye kar raha hun kyunki hume paise ped pe nahi ugte, aur rahi baat tere kitabon ki toh maine woh tujhe padhne isiliye diye hain kyunki do hafte baad tujhe intehaan dene hain." "Kaisa intehaan?" Rangeela asked "Aur paison ki kaisi zarurat? Aur agar kisiko kam karna hai toh main karunga aap nahi..." "Chup" Veer said "Ke kaam karega tu baavre, dasvi tak padha hai tu. Ek baat dimag mein daag le, tera aaj se ek hi kaam hain mera sapna pura karna. Wo sapna jo maine inn kuchh dino pura film jaisa dekh liya hai." "Maalik..."Rangeela started "Bhaiya" Veer corrected. "Bhaiya, aisa kya kaam hai apko yaha" Rangeela said "Aisa kaun sa sapna hai?" "Tujhe yaad hai Rangeele, kuch saal pehle jab tuh chhota toh humne ek dusre se kuchh vaada kiya thha" Veer said "Tune mujhse vaada kiya thha teri jaan meri hain, tu mere izazat ke bina mujhe chhor ke nahi jayega, aur maine vaada kiya thha ki tujhe uss ghulaami ki zindagi se mai bahar le aaunga. Tune apna vaada nibhaya hai, ebh maari baari hai. Yaad ahi dasvi main tune ek baar kaha thha tujhe computer engineer banna hai aur Sarkar ne tujhe bohot maara thha, toh aaj jaanle ke mera sapna yahi hai ki tuh computer engineer bane, aur uske liye mujhe jo bhi karna pade mai karunga." Rangeela was stunned and speechless, what he was hearing was a forgotten dream, a desire buried in depths of his heart. "Aur rahi baat kam ki toh kaam yo hai ki ek tuh mai apni padhai bhi puri kar lun taaki khud kuchh ban jaun, taaki Rohini ke kaabil ban jaun." Veer said "Aise ke dekh raha hai, tu bhi janta hai main Rohini ko Haveli nahi le jaa sakta, wo ek toofan ki tarah hai jo yah toh uss haveli ki har ithh bikher ke rakh degi nahi toh chattan se takrake khud ruk jaayegi, aur dono main hone na de sakta. Woh Berehempur ki pahli aisi dulhan hogi jo bori main na doli main aavegi, apni marzi se sada ke liye maari hone, aur isiliye manne khud ko apni khoon ki ghulaami se azad karvana hai, aur sirf ek rasta hai woh hai khud kuch ban jana. Aur dusra kaam yo hai ki agar tujhe engineer banan hai toh tujhe school bhejna hai aur insab ke liye yahi rahna padega. Aur..." "Aur kya bhaiya?" Rangeela asked. "Wo..." Veer hesistated "Main...manne tujhe god lena hai, ek bhai ke taur pe." Veer almost blurted out. Rangeela looked at him as though he was a ghost. "Koi zabardasti nahi hai" Veer spoke fast "Agar tu chahe toh, teri marzi hai...matlab... " "Bhaiya" Rangeela murmered "Aap...aap..." Rangeela couldnt control his tears. Veer felt like a warm liquid was spreading inside him, he hugged Rangeela tightly. "Teri haan hain na" Veer said "Bas ab saari duniya ek taraf aur teri khushiyan ek taraf."
Mumbai, Present Day.
Veer wiped a lone tear from his remebering the turning point of his life. He picked his phone to see the time, it was 11:59, he saw Rohini getting up going towards the kitchen. He also got up anf followed her. Together they silently prepared the cake and approached Rangeela's room. Rangeela was still awake, working on some new project on his laptop. "Happy Birthday Rangeela" They both shouted from the door. "Bhaiya bhabi" Rangeela smiled and went to them as Rohini kept the cake on Rangeela's side table. Rangeela cut the cake and fed a piece to Veer and Rohini, he then touched their feet. "Thank you so much" He said "Par meri gift?" "Kal mil jaaegi" Veer said, "Aur meri waali bhi kal mil jaaegi." "Abhi kyun nahi?" Rangeela asked. "Arey raat uthhke liye cake laao wo kaafi nahi hai shahbzaade ke liye." Veer said, while Rohini laughed. "Aap kuchh nahi bhi laate toh bhi chalta" Rangeela said, coming to stand in between them and putting a hand on Veer's shoulder and holding Rohini's hand with another. "Kyun ki saare duniya ek taraf aur mere bhaiya bhabi ek taraf, aap logone toh yeh zindagi gift ki hai mujhe." "Rangeela" Rohini said "Kitni baar kaha hain na tujhse yeh sab baatein bhul jaa." "Gift dedo bhul jaaunga" Rangeela said "Ab gift nahi doge toh moment banane ke liye kuchh toh bolunga na." "Yeh nahi sudhrega" Veer slapped Rangeela lightly. "Achha chalon bohot baatein ho gayi, jaa abhi soja" As they turned to leave, "Bhaiya" Rangeela stopped them "aaplog ritual kaise bhul sakte ho." Veer and Rohini bohot gave a huff and led Rangeela towards bed. Veer sat on the edge of the bed, Rangeela laid with his head on Veer's lap, while Rohini deemed the lights and put the blanket on Rangeela and then sitting beside Veer she started singing a lullabye while patting Rangeela's head. This had been a practice from the days when Rangeela's sleep had been plagued with nightmares and had persisted as birthday ritual after that. As Rohini's sweet voice filled the room, Veer again lost himself in riverie...
Flashback
He remembered going to the adoption office with Rangeela and Rohini. It was a whole days waiting and filling of forms. And after all the consents from Rangeela, and Rohini as witness, adoption papers were filed, hopefully the legal papers would arrive shortly. "Sarkar ko kuchh bhi pata nahi chalna chahiye" Veer said on the way back. "ek baar papers aa jayen." And a week later the adoption papers did arrive.
Next week Rangeela had his admission test, and he cleared for DPS, and Veer felt like he was on top of the world. Rangeela's schooling was about to begin.
Veer had been worried and irritated for the past week, because Rohini was having frequebt calls from someone. And today Veer decided to ask her "Yeh tujhe baar baar kiske phone aate hain?" "Tumse matlab" Rohini said. "Mera dost hai, Riktesh, commando hai, haal hi main delhi shift hua hai" saying this Rohini walked out of the room. "Veer kuchh kar" Veer thought "Varna tera patta toh kata."
The next few days also brought good news. One evening Veer almost came rushing to Rohini, "Rohini" Mujhe Delhi ke no.1 CA firm mein internship mil gayi hai." "Thats awesome" Rohini said. "Hain na" Veer said "Toh issi baat pe, kal mai tujhe kahi bahar le jaana chahta hun pls na mat bol."
Next day evening, Veer hired a bike and took Rohini to Delhi Haat. She was wearing red short dress today, and Veer had to suppress his heart as it was skipping beats. That night he saw the childish Rohini, she pointed at the stalls, they at chaat. Veer had planned everything, from Delhi Haat he took her to a night club, and they danced, he saw how fiercely Rohini could dance, she wasnt the best dancer but sure knew how to have fun. And after that they had dinner at a cool restaurant where Veer had already booked a table. Rohini was feeling very special. After dinner Veer took her to a lonely park witha great view, Veer went down on his knees. "Rohini, tumne mujhe phirse apne aap se milaya hai." Veer said "Pata nahi iss layak hun yaa nahi, par kya tum meri banogi humesha humesha ke liye." In Rohini's mind she had already started liking Veer. And today when Veer made them move, how could she say a no. "Haa" Rohini said "Par meri ek shart hai." "Kya?" Veer asked. "Agar mai tumhari hun, toh tumhari zimmadariyon main mera hissa hai. Main tumhare saath Rangeela ko support karna chahti hun mentally and monetarily." "Par Rohini" Veer said getting up. "Par var kuchh nahi Veer." Rohini said "Pyaar hai mujhe tumse, mai tumhari banna chahti hun, tumhari raani nahi jo tumse upar ho, tumhari naukrani nahi jo tumse niche ho, tumhari saathi banna chahti ho jo tumhare saath ho, jisko tumhare pyaar pe hi nahi zimmedariyon pe bhi hak ho, bolo kya tum mujhe banaoge apna saathi. Please na mat kahna Veer." "Thhik hai" Veer said. "Mai tumhse tumhara hak nahi lunga. Hum yeh safar saath chalenge." "I love you Veer" she said falling into his arms. "I love you too" he whishpered to her.
As Rohini also shared Rangeela's expenses things became easier, and Rohini and Veer decided to enroll Rangeela in a coaching institute along with school. Veer and Rohini also started working on Rangeela's self esteem issue. Rohini booked a therapy session for Rangeela also. And slowly slowly the old defiant Rangeela started peeking out, and Veer found himslef rejoicing. Things were going smooth, yes both he and Rohini were overworked but Rangeela's smile compensated for everything. For the first time Veer had a purpose in his life.
A year and a half passed smoothly, it was on summer holidays of Rangeela's school. All three of them were playing cards in Veer's house when the door bell ringed, "mai dekhta hun" Veer said. As soon as he opened the door, his heart stopped, seeing the person. Veer's mouth went dry. "MANMEET BHAIYA!!!!!!" was all he could manage to say.