best Indian Qawwali songs ??

ronetsingh thumbnail
Posted: 8 years ago
#1
Hi Guys,
Tell your Favourite Qawwali Lets create a great playlist

Mine is
"IK GHAR RABB DA TE DUJJA GHAR YAAR DA " by nusrat fateh ali khan

Created

Last reply

Replies

7

Views

813

Users

7

Likes

1

Frequent Posters

2filmy thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail Commentator Level 2 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#2
Khwajajiii, khwaja
Khwajajiii, khwaja, khwaja ji
Ya gharib nawaz
Ya gharib nawaz
Ya gharib nawaz
Ya moinuddin, ya khwaja ji
Ya khwaja ji
Ya khwaja ji

(Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara) - 2
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Khwaja mere khwaja

Tere darbar mein khwaja
Noor toh hai dekha

Tere darbar mein khwaja
Sar jhukaate hai auliya
Tu hai unalwali khwaja
Rutba hai pyara
Chaahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya

Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara

Mere peer ka sadka
Mere peer ka sadka
Hai mere peer ka sadka
Tera daaman hai thama
Khawajaji
Tali har bala humari
Chaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
Toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chodna gawara

(Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara) - 2

Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Khwaja mere khwaja dil mein sama ja
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari
Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari

(Khwaja mere khwaja
Dil mein sama ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara) - 2

Khwaja ji
Khwaja ji
Khwaja ji ...
Shailu.. thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#3
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
thambu thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 5
Posted: 8 years ago
#4
parda hai parda ...parde ke peeche
parda nasheen hai...parda nasheen ko
be parda na kardun tho...
-Neeva1906- thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#5
Shaah-E-Samandar Ibn-E-Haidar
Shah-E-Samandar Ik Nazar
Piya Haaji Ali, Piya Haaji Ali, Piya Haaji Ali, Piya Ho
Piya Haaji Ali, Piya Haaji Ali, Piya Haaji Ali, Piya Ho
prabhanepali thumbnail
Posted: 8 years ago
#6
tum ko paaya hai toh jaise khoya hoon
kehna bhji main chahoon tho kuch na
kah sakoon ...
anshika154 thumbnail
Posted: 8 years ago
#7
Husn-e-Janaa Kee Tareef Mumkin Nahi Afreen Afreen Afreeen Afreeen
Tu Bhi Dekhe Agar To Kahe Hamnsheeen Afreen Afreen Afreeen Afreeen
2filmy thumbnail
8th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail Commentator Level 2 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#8
aa aa aa aa aa aa aa
jo bandise thi zamane ki tod aaya hu
mai tere vaste duniya ko chhod aaya hu
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana
aaya hu aaya, aaya tera diwana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana

tera diwana, tera diwana, tera diwana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana
tera diwana, tera, tera diwana, diwana
tera diwana, tera, tera diwana
tera diwana, tera diwana, tera diwana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana
ye hai tera hi saudayi, ye hai tera hi shahdayi
ye hai tera hi saudayi, ye hai tera hi shahdayi
tere ishq me hai ise mar jana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana

tera jalwa jo paau, mai har gham bhul jaau
tera jalwa jo mai paau, mai to har gham bhul jaau
ye aansu jo hai bahte, bas itna hai ye kahte
kaha tu aur kaha mai, paraya hu yaha mai
aa karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho
karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho
karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho
jaan o dil vaar du mai, zindagi haar du mai
jaise shama pe marta hai parvana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana

aaya aa aa aa
aaya tere dar par tera hi diwana
aaya tere dar par tera hi diwana
diwana tera, diwana tera, diwana tera
diwana tera, diwana tera aa
diwana tera, diwana tera, diwana tera
diwana tera, diwana tera, diwana tera
aaya tere dar par diwana, diwana, diwana
aaya kis mod pe afsana, aaya kis mod pe afsana
aaya kis mod pe afsana, aaya kis mod pe afsana

aa aa aa
ye sitam ka rivaj kyu hai, jaisa hai ye samaj kyu hai
ye duniya ki hai rasme, mai hu ab inke hi bas me
ye jo duniya ki hai rasme, ma hu ab inke hi bas me
na pucho kya gila hai, mujhe gham kyun mila hai
tumhe mai kya batau, mohabbat jurm hai kyu
koyi rota hai kyu, aisa hota hai kyu
kyu dil se har ek hai anjana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana
ye kis mahol me ham hai, khushi ke bhes me gham hai
kisse apna kahe kisse begana
aaya tere dar par diwana, aaya tere dar par diwana

aa aa
aaya kis mod pe mera afsana
aaya kis mod pe mera afsana
afsana mera, afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera, afsana mera
afsana mera, afsana mera, afsana mera
aaya kis mod pe afsana, afsana, afsana
aaya kis mod pe afsana, afsana mera
afsana mera, afsana mera

Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: Spiritual_Rain · 3 months ago

Please post songs on bell -Gadi/ On Camel, On Boat, on Hourse, on Bus, On Two 4 wheeler, on Elephant on Air craft including Helicopter etc --...

Expand ▼
Music Corner thumbnail

Posted by: Maanbhira · 12 months ago

Hello, Now my mood is like sad+normal+feeling alone+remembering my love+deep thoughts and imagination.. do you have a song for such strange...

Expand ▼
Music Corner thumbnail

Posted by: Spiritual_Rain · 1 months ago

Dharmendra passes away at 89 at his residence in Mumbai, Karan Johar posts: 'An end of an era' Veteran actor Dharmendra, Bollywood's 'He-Man',...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".