HELLO ALL I M BACK WITH BAKWAAS POST
Aloo lelo ,kanda lelo...subah se
na ek aloo bika hai Naa bika
hai aadha kanda
pratap : aagayee mere muft ka kanda lenee muft ka khanee ki aadaat paad gayee hai saabkoo
Chatur singh : aree bhai tuum kandee ka bhaav bataaoo humee huum kandee ka bussiness suru kaarnee walee hai
chatur singh : bohoot nach rahaa hu tuu aajkaal..isaa haal karugaa ki dekhh tu
aab mai bouluu
pratap : bhukaad ki tarah jeene ki aadaat paad hayee hai saabko
kalaam wale bai : kanda nahi mangne se milta hai aur nahi cheenne se ... aaj toh kanda soone (gold ) ki daam paar bikta hai, sirf bikta hai
chatur singh : bohoot bool raha ahai aajkaal tu pratap
pratap : aree itnaa hi paisee walaa hai tooh mere saree kandee kharaid ki bataa mujee
kalaam wale bai : pratap paar mujee tooh kande muft mai degaa na tuu
pratap :Tumhare napaak kadam aage mut badaoo ...saaree kandee todkar tumhare gaale mein pehna dungaaa mai kalaam wale bai
kalaam wale bai : pratap theek hai bata kyaa daam hai pyaaj ka..laal aaurr pelee donoo pyaj ka daam bataa mujee
pratap :Yeh laal kandaa yeh peela kandaa donoo mix hai ... bata ismein laal kaunsa,,,peela kaunsa, bata!
kalaam wale bai : kaande ni tood de jodi
Regards aatma 😆
Mission top five