It was sharp 12 at night. A 14 years old boy is seen sleeping on his bed when suddenly, a lady quietly opened the door of his room and entered inside with a birthday cake. This lady is none other than Saanjh. She kept the cake on the table and started singing the birthday song.
Saanjh- Happy birthday to you, happy birthday to you, happy birthday, happy birthday, happy birthday to you my little prince. I love you.
The name of the child is Aryan. He woke up and hugged Saanjh.
Aryan- Thank you so much, Saanjh mausi. Aapko yaad tha?
Saanjh- Mere chote se babu ka birthday main kaise bhool sakti hoon?
Saying this, Saanjh kissed Aryan on his forehead. Little Aryan cut the cake and they both fed it to each other.
Aryan- Aap meri sabse best friend ho! Waise aap mere liye iss baar kya gift laaye ho?
Saanjh- Iss baar main aapko koi cars, video games aisa kuch nahi dene waali. Yeh sab toh aapke paas bohot hain. But iss baar main aapko ek aisi cheez dene waali hoon jo aapke liye bohot special hogi.
Aryan- Aisi kaun si cheez dogi aap mujhe?
Saanjh- Abhi bataati hoon! Aap yahi ruko, main abhi lekar aayi.
Saanjh went to her own room and came back after a few minutes with a diary. She gave it to Aryan.
Saanjh- Ye lo!
Aryan was confused.
Aryan- Yeh kya hain?
Saanjh- Aap mujhse hamesha poochte ho na apne mumma papa ke baare mein? Ki woh kaha hain aur aapse kyu nahi milte, yeh diary padhoge toh aapko sab samajh aa jaayega. Aaj main aapko yeh isliye de rahi hoon kyuki abb aap bade ho chuke ho aur apne mumma papa ke baare mein jaanney ka aapko poora haq hain.
Aryan- Aisa kya hain iss diary mein?
Saanjh- Yeh diary aapki maa ne likhi hain. Woh ise apni jaan se bhi zyaada sambhaalkbar rakhti thi. Unko aadat thi apni zindagi ke saare kissey iss diary mein qaid karne ki. Iss mein aapko unn saare sawaalon ke jawaab mil jaayenge jo aap mujhse roz poochte ho aur jinka main kabhi jawaab nahi de paati. Uske baad aapko mujhse kuch poochne ki zaroorat nahi padegi.
Aryan- Yeh poori diary meri maa ne likhi hain?
Saanjh- Haa! Bas aakhri kuch panney maine likhe hain.
Aryan- Aisa kyu?
Saanjh- Yeh diary aapko sabhi sawaalon ka jawaab degi. Aap ise padhoge toh aapko khud samajh aa jaayega ki aakhri kuch panne maine kyu likhe hain. Jab time miley, tab padh lena. Abhi so jaao. Good night.
Aryan- Good night, Saanjh mausi.
Saanjh kissed Aryan on his forehead again and went away. Not being able to control his curiosity, Aryan started reading the diary right then.