Chankya told Chandra gupta to put Dhananad in jail for now
Cahndragupta ministers told put him in prison for life
Chandra himself decided death sentence
Now because Nandini says he will convert death sentence to jail sentence
In future because of Nandini he will free Dhananand and forgive Padmanand
Then why have a court and ministers?
Why have chankya his guru as PM?
Just dismiss them all and keep Nandini as PM cum minister 😡😲
Chandras ministers will be as below after few weeks
Court jester Dhurudhara 😉🤣
Prime Minister cum home minister Nandini 🥱
Defence Minister Helena 😈
A day in court of chandra gupta maurya
Chandra: sabha aram ki jaye
Chankya: Maharaj Nand ne magadh par akraman karne ki yojna banayi hai, humme sigra kuch karna padega. Yud ke liye tayari karein kya
Chandra: Aapki kya sala hai maha mantri Dhurudhara
Dhurudhara: Chandu, yeh sahi nahi hai, Nand tumhare sasur hain aur sasur pita saman hai. Pita saman sasur ko maaf kardo
Chandra: Magar agar woh akraman kardein toh kya karun
Dhurudhara: Tum unke pair pakadkar maafi manglo yah beta ka farz hai
Chankya whispering: Dhurudhara, agar chandra ne nand ke pair pakadliya toh woh uska saar dadh se alag kardenge
Chandra: Helena tum kya kehti ho
Helena: Chankya sahi ke rahein hain, humme Nandini ko magadh ke qile pe tang dena jahiye take nand khud sharanaghati karein
Chandra: Nandini
Nandini: Tumne agar mere pita Maharaj ko kuch bhi kiya toh main badla bedroom main loongi, is baar haldi main nahi kahin aur vish mila dungi
Chandra: Raj Mata
Mura: Shama sabse bada hota hai chandra, maine nand ko maaf kardiya kyunke usne mujhe 20 years jeevit rakha apne karagar main. Tum bhi maaf kardo
Chankya: Usne aapko maaf kiya kyunki woh aap ke sundartha pe latu the
Mura: Yeh meri toheen hai, chandra chankya ko nikalo warna main magadh se sanyas e lungi Helena: Nandini ko qile pe tango aur mera badla pura karo
Nandini: Kabardar jo pita Maharaj ko mara toh, main tumhe maar dungi
Dhurudhara: sasur baap saman hai
Chandra: Bas bahut hogaya maine decision le liya hai
All:Kya
Chandra goes inside wears jain bikshu dress and comes out: Main sanyas le rahan hun, maine taqt tyag diya hai
All 🥱
Chankya 😠meri akhand bharat ki yojna flop hogayi in auraton ki wajah se
Edited by myviewprem - 8 years ago