Originally posted by: bunbutt_too
Haila Huzibhai aap toh ishq kurr keh shayari bhi kurneh lagay. Ubb Majnu bunn keh ganeh bhi ganeh lagengey kya? Phir toh aa kih mulaqat SaReGaMaPa yah VOI peh jaroor hogi....aur uspeh aap kah pehla gaana hoga,
Jubb dil hee toot gaya aah aah
Jubb dil hee toot gaya
Humm jee keh kya karengay
Humm jee keh kya karengay
Jubb dil he toot gaya.
Bun😆..
Ishq Karnewaale toh shayari se bhi ishq karne lagte hai😆..
Nahi..Majnu banke gaane nahi gaanewaala hoon mein..😆..Mere bas mein nahi hai😉..shayari se hih kaam chala lunga😉..
Wese mein sirf NB or JDJ mein part le sakta hoon..Baliye hai nah abhi😃..
Dil kabh tooth taa hai jabh kisine dil toda hoga..😃..Hamara dil toota nahi hai lekin sirf kisine churaaliya hai😉😳
Dost ek aur shayari..
Har khushi dil ke karib nahi hoti…
Zindgi gamo se dur nahi hoti…
Dosti ke in palon ko saja kar rakhna,
Ye sab ke nasib me nahi hoti…