Nyc post..
Agar pooch leta toh Anika Shivaay ko kaise bachaati? Agar Shivaay ko nahi bachaati toh gunde usko kidnap kaise karte...aur gunde usko kidnap nahi karte toh Shivaay Anika se kaise maafi maangleta...agar maafi maangi nahi toh ShivIka ka stry kaise aage badtha...😆😆
Isiliye...ACP sahab ne vo footage nahi poocha..
Aur jitna Gul Maam kehthi utna hi ACP soch saktha hai..aur bol bhi saktha hai..😆
Shayad ACP bhi chahtha tha ki Shivaay Anika se maafi maange.. 😆
So i hope tumhe tumahri jawaab milgaya
Love Sharmi