Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hu..
tujhse mile bina tera haal bata sakta hu..
Hai mere pyaar me wo dum..
Apni ankh ka ek aansu teri ankh se gira sakta hu...
par mai aisa nahi karuga kyonki teri ankho ka aansu mere dir ka khun jala deta hai...😊
riddz to Armaan-
bahut chaha magar tujhe bhula na sake..
khyalo me kisi aur ko la na sake..
tujhe dekhkar aansu to poch liye
par kisi aur ko dekhkar muskara na sake..
love u armaan.......tumhari basket😳
and this is 4m me ...
kabhi to ki hogi suraj(sun) ne chand se mohhabat..
tabhi to chand me daag hai..
mumkin hai chand ne ki hogi suraj se bewafai..
tabhi to suraj me itni aag hai..
har dhadkan me ek raaz hota hai..
har baat ko batane ka andaaz hota hai..
jab tak thokar na lage bewafai ki..
har kisi ko apne pyaar par naaz hota hai..
and now some funny ones...
Ab tak meri zindigee ek Perfume ki khuli bottle thi,
Jisme se sab perfume udd jata tha,
Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya,
Khuda kare aap jaisa Dhakkan sabko mile.
When i was sad, U were there,
When i was crying, U were there,
When i was unhappy, U were there,
Now i realised ki,
Saare "Fasaad ki jadd" tum hi ho.
do u like it...