in dev house
dev raat ko 1 khawab dekhta h
subha wo jab office ke liye taiyar ho rha tha to mirror mein apni parchayi ko dekh kr kehta h...
d:ladki nhi h wo jadu h aur kha kya jaye..raat ko mere khawab
mein ayi wo julfein bikraye...ankh khuli to dil chaha ye phir neend mujhe aa jaye...
phir dev sona ke intazar mein idar udar ghum rha tha
d:bin dekhe ye haal hua dekhun to kya ho jaye..
ish:beta kisi ka intazar kr rha h kya..
d:haan maa
tb dev darwaje ki taraf jata h aur tbi sona ati h(with bg music-jiska mujhe tha intazar wo ghadai aa gyi...)
d:dilbar tumse milne ko main kb se tha bekrar ab jake aaya mere bechain dil ko karar.,
sona wahan se sarma kr chali jati h
nasta krte hue..
ish:beta tu keh rha tha koi ane wala h
d:aa to gya maa
i:kahan aya h mujhe to nhi pta chala
dev sona ko kitchen mein dekh rha tha
d:maa wo(sochte hue-bholi si surat ankon mein masti dur khadi sarmaye..meri nazar se tum dekho to yaar nazar wo aaye..)
continued...