Heer went to buy Mannat wali chadder
Prem: Tum ne chadar nahin li?Heer: Nahin Prem.
Mannat ki ek hi chadar thi. Ek bhoodi chachi ko mujhse zyada zaroorat thi us chadar ki.
To mein ne usse de di. Badle mein unho ne mujhe bahutsari duwayen de di.
Insaan ki duwa mein hi bhagwan hothi hain na Prem?
Prem:haan Heer. Jinhe duwa mil jathi hain usse bhagwan mil jathe hain. Khwajaji ki darwaze se koi khali haath nahin jaayega.
Aaj hamein mannatwali chadar nahin mili tho kya huwa,
Hamari mannath zaroor poorihogi.
Premeer Worship at Dargha
Heer : Tu hi bi chodko milaye, tu hi rishton ko nibhaye.
Tere darbar se koi sawali khali haath nahi gaya.
Aaj meri murad bhi poori kar de.
Koi aisa mod le,koi aisa karishma dikha de ki duwawon mein assar aaye, aur bichade huye mil jaaye.
Prem: Khudrat ka koi aisa chamatkar dikha do aaj ki Heer ki duwawom mein assar aa jaaye.Iss ne jo bhi murad mangi hain poori ho jaaye.
Premeer tie thread at Dargha
Prem Ye gira humare un rishtoon ke liye jo aur bi mazboot ho gayee
Prem.Ye gira un rishtoon ke liye jo hum se door ho gayee.
Heer.Ye gira humare vishwas ke naam
Prem.Ye gira apnoo ke saath apnoo ki aass ke naam.Heer.Ye gira humari khusiyon ke naam .
Prem. Ye gira humari un khusiyon ke liye jo humari hai
aur palkee bichaye humara intezar ar rehi hai...
Prem tells Heer that they always be toghter
Heer and Premstarts walking. Heer stares quite openly at Premso Prem asks "aise kya dekh rahi ho?"
Heer replies, "tumhara chehra apni aankhon mein utar rahi hoon...zindagi bhar ke liye." Prem, with a tinge of smile at the corner of his lips, asks " kyun? main kahi ja raha hoon kya?aur nahi aaj hamari aakhri mulaqaat hai..
" Heer, her eyes glistening with tears,says "rishton mein aakhri mulaqat nahi hoti, aakhri lamha hota hain. jo aakhir tak hamare saath.
wohi lamha chura rahi hoon tumhari ankhon se." Prem replies, "main bhi aaj tumhe dekh raha hoon .in ansoon ke saath"
.Then he places his hand on Heer's cheek and wipes the tear from her eyelid.Then he says, looking once at the tears and then at Heer, "aajke baat in aansoon ko nahi dekhna chahta main tumhari ankho mein"
. Heer looks down, a bit guilty maybe, and then looks at Prem and says" kehte hain pyar woh log karte hain jo saath jeete hain aur saath marte hain.
Humne to Prem kahaniya bohut suni hai aur kitabo main bhi para hai.saccha pyaar woh log karte hain jo apne pyaar ke liye agar apne pyaar ke zindagi se jana bhi pare to chale jate hain.
Unka pyaar kahani nahi afsana ban jata hai, jo hamesha reh jata hai, kabhi nahi jata.
To this Prem replies, in his Prem-ish style,"aisa pyaar jo juda hoke bhi juda nahi hota,
aisa pyaar jo har judai,har khudai se upar hota hai, aisa pyaar jise mila ne ke liye khudh kaiynath zameen pe ajati hain,
jahan lagta hain ke age ek judai hain waha ek naya sangam hota hain, kyun ki Heer aisiPremi kabhi juda nahi hote. har rasam se guzrenge, har kasam se gurenge"
the holdingHeer, he says "lekin Heer hum kabhi juda nahi honge...hum rahenge.
" He places his hand on Heer's cheek and gives his emotional-convincing-supportive look.
Heer looks at him, helplessly and mouths a "Prem" silently.
The 'hum mile na mile song is played in the background', with Prem looking desperately determined at Heer, while she cries soundlessly.
Then after some while, Heer takes hold of Prem's hand and moves it from her cheek
But Prem, being determined as he is says
"Heer hum khwaja ji ke darbar mein aye hain, tum fikar maath karo, khwaja ji sab thik karenge
Edited by sana.harshiti - 9 years ago