Maa Thakurain : baaah kaa baat hai Nihaa... humare bete ka 1 aur AT bna daala 😳👏 lagta hai jabra fan ho tum
Me : jee maa thakurain😳
Meenu : Maa Thakurain ... aapko pata hai ye larki bhai bhai edit expert bhi hai😳 edit banati hai toh paancho bhai ka edit bnati hai😳
Maa Thakurain : 😎😳... jeeyaaa bachchiya 🤗
Shakti Thakur : Thank you Nihaa 🤗😳 aur waise ye ka title de gayi humko 🤣 🤔 Villain... hum ka Villain lagte hain😡😆😉 tumko
Saba: jee bilkul ... Shakti Thakur 😡.. hum to aapko hero samajhte the par aap Villain nikle🥺😈
Adarsh Thakur : Awww ...😆😆 *pulls the right cheek of shakti* chalo inko pata chal gaya ki humara bhai b villain hai😆
Deepu and Sonu enters...😳 and says Aye Villain ... Aye Villain 🤣
Shakti's Reaction : 😈 ee ...kaun bola humko Villain
Maa Thakurain : ayeee Nihaa... hum tumko aarder de rahe hain ...ki agla AT b tumko hi banana padega 😆😈
Me : okay...Maa Thakurain...😳 COMMAND ACCEPTED !! 🤣
Garv Thakur : Par maa... Nihaa ne to humara AT b khola hai uska kya 🤔
Bishma: Niha is a born multi tasker😳 she will make agla AT 👏
Samar and Amar : jeee baaat👏 garv bhaiyya and shakti bhaiyya ki to nikal padi .. jeeyo Nihaaa & Shakti slaps Samar thakur... tum ko ka pirablem hai be..😡😆 wo hum paanch bhaiyon ka edit b to banati hai
Garv whispers in Shakti's ear : dekha Nihaa aur uski chantt saheliyan kitna khyal rakhti hai humara😳.. khaaskar ke Nihaa... wo bahut sweet hai
Shakti : haan wo to hai... wo har ek moment ko kaise capture karke apne dil ki baat likh daalti hai... haayeee Nihaaa 🤗 aur uski Chantt saheliyan 😳
Amar Thakur : 🤗 Thank you Niha... you are fab lemme take a selfie with you😆
Naheee...😲 and nihaaa runs away 🤣 🤣 🤣 humko nahi leni selfie welfie 😆😆😆
to be kaantinued...😳
Edited by ..DRoadSoFar.. - 9 years ago