Well, all of us now are completely aware of armaan's aashiqana haalat. 😆 😆..
Aaj to inhoon ne ridz se apne pyar ka izhaar bhi kar diya.. lekin apni imagination main!
apni imagination main hi family planning bhi start kar di! Yahan tak ki apna bhudapa bhi imagine kar liya.. Lekin us bhudape wale khayal mein bhi ridz ko jawaan imagine kiya!😆 Wah! Yeh dekh kar to mein sirf itna hi kehna chahungi ki "Aashiq ho to armaan jaise, warna na ho." 😆 😆
Ifrah