"How could you do this Kunj? Tum nay mujh say itna bada sach chupaya" Twinkle said angrily
"It was not my secret to tell. Maa nay mujhay mana kia tha main tumhay batana chata tha par Maa nay mujhay rok diya. Main nay un say wada kia tha main unn ka wada kaisay thodta?" Kunj tried to explain himself
"Ajj tum nay mera yakeen mera rishwas todha hain main nay ajj tak kisi par itna yakeen nahi kiya Kunj. Tum nay meray itmmad ko thes paunchi hain"
"Twinkle please mujhay maaf karday. Mujhay kuch samaj nahi aha raha tha. Main sach bata kar tumhara dil nahi dukhana chata tha aur na hi main Maa ko hurt karna chata tha" Kunj said
"Mujhay dukh sirf iss baat ka hain kay meri Pati nay mujh say itni badi baat chupai aisi baat jisi janay ka mujhay pura haq hain" Twinkle said
"Twinkle..."
"Kunj please mujhay kuch dar ki liyay akela chod do" Twinkle nay us ski baat beech main he kata huay kaha
Kunj left the room. He was in such a dilemma aik taraf aik Maa say wadha aur dosri taraf aik biwi ka bharosa who nahi jan ta tha kay kiya sahi hain aur kiya galat.
"Babaji yeh kaisi muskil main daal diya hain app nay. Abb iss siypa queen ko keisay manao. Soch Kunj soch kuch toh karna padhray ga" Kunj said to himself.
Hoping to appease her he brought her favorite ice cream. He had left her alone for two hours it was time they talked again. He had poured the ice cream in a bowl and topped it off with some syrup and sprinkles. He walked into the room carrying the tray. Twinkle was sitting on the bed deep in thought she did not pay attention to his presence. He kept the bowl in front of her.
"Kha lay teri favorite ice cream hain. Subah say tunay kuch nahi khaya" Kunj advised her
"Kunj please mera dil nahi kar raha" She got up and tried to leave but Kunj stopped her by holding her hand.
"Twinkle please apnay gussa iss ice cream par mat nikal. Tujhay mujhay jitna budha bala kehna hain keh lay par please ice cream kha lay" Kunj pleaded with her
Twinkle took the bowl from his hand and started eating. After a few bites she started speaking.
"Main bhi kitni pagal hun Kunj abhi pechay dino Maa ki dusri shaadi karna ka soch rahi thi. Tumhay pata hain kay may issi sislsay main aik uncle say bhi mili thi. Mujhay kia pata tha mera so called papa zinda hain. Main unnay kabi maaf nahi karun gi" Twinkle claimed
"Twinkle dekho I cannot even feel the extent of your pain but I want to tell you something from personal experience. My dad hated me since I was young he used to constantly verbally abuse me and my mother. Par ajj jab bhi unnhay meri zarorat hoti hain main bila jiggak un ki madad karta hun. No matter what ever your dad has done at end of the day your dad is... your dad" Kunj said
"At least your father was there. What does he expect that after all these years he will just come back and I will forgive him. Can he give me back my childhood? Bolo Kunj. He deprived me of a father's love my entire life I thought he was dead. Ye meri zindagi hain koi mazak nahi kay jab dil cha mar gayay or jab dil caha wapis ahagay"
"Ho sakta hain unn ki buhat badhi majboori ho. Main manata hun kay unn say galti hui hain par unnay aik maukay toh do." Kunj said
"Kis mun say dun aik mauka unn raaton kay liay jo main nay apni baap ki lodhi kay beghair guzari. Unn dino kay liay jab mujhay unn kay pyar or shafaqt ki zarorat thi. Unn lamaho kay liay jab man karta tha kay meri ghaltio par woh mujhay khub dantay. Ya meri shaadi kay din ki liay jab main nay unn ki kami ko sab seh ziyda massos kiya. Main nay apni puri zindagi apnay baap kay saay kay beghair guzari. Aur tum kehatay ho maaf kardo baat sun lo." Twinkle said with tears in her eyes
"You have to forgive him not for his sake but for your own. Twinkle life main buhat regrets hotay hain par main yeh nahi chata kay tumay zindagi kay kisi modh par pisthwa ho kay kaash tum unhay maaf kar deti. Yeh risthay baday anmol hotay hain. Pata hain kyun? Kyun kay yay humray dil say juharay hotay hain. Nafrat in rishato ko kabi todh nahi sakti kyun kay jis insan say hum nafrat kartay hain who hamesha humaray khaayalon aur dil main mojood hota hain. Akir naafrat bhi aik pyar karnay ka aik andaaz hain. Years ago your father made a mistake don't make another one yourself just because of his actions. You are not like your father, Twinkle. Be the bigger person hum rasi ko jitna zor she pakraty hain utna hi humra haath zakmi hota hain sometimes you just have to let go" Kunj said
Twinkle had no idea how to respond so she kept quiet. She began to ponder over what Kunj had said. Maybe he was right maybe she should give her father another chance. Even though he had abandoned her and her mother for all these years he had lived alone away from his family that was the biggest punishment for his actions. She wanted to know the reason behind his actions what had convinced him to leave his own daughter and wife? Twinkle decided that she would find out the truth.
A/N: I really hope that the CV's do justice to Twinkle's emotions. She has every right to be angry and take some time before forgiving her father. I really hope Kunj makes her realize that it is better for her to forgive her father. Hope you guys like it😊