Agar koi contestant khud apne pair par kulhadi maar raha hai to aman kyun use bataye ki tum aisa karke khud ka hi nuksaan kar rahe ho...
Kishwar n toli agar spitting ko fun samjh rahe hain to samjhen na ...aman kyun bataye ki tumhare fan ye sab pasand nahin karenge aur ho sakta hai ki tumko vote karna bhi band kar de...afterall yahi to game hai ki ek ek karke apne dushman ko wahan se bhagao aur winner bano...aman ne unko spitting ke liye ne kaha na uksaya to wo kaise galat hua...