Na dekhi hogi
Na likhi hogi
Par hai woh kahani
Haat mela tha stan
Chudiyon ka dhukan
Dekhe do anjaan
Yeh hai inka prem
Phir mile bijolia mein
Mahel ke mandir mein
Phoolo ke baarath mein
Yeh hai inka prem
Woh tha kunwar pratap singh
Woh thi samant putri ajabde...
Dosti hua dono ke beech
Yeh hai inka prem
Sath laga acha dono ko
Aur na mila vikalp hua prem inko
Yeh hai inka prem
Bijolia mewar na jana kuch
Kunwar nikar pade yudh ko
Shezadi ne rakha pooja vrath
Yeh hai prem inka
Maa ko pata chala
Dilaya pratap ko gyaat
Pratp bi mana bat mila ma ka sath
Yeh hain prem inka
Thi woh karya mein vyatit
'Ekanth' kaha pratap ne
Gabra gayi ajabde
Shuru kiya pratap ne
Diya ek gulaab aur kaha
"Hum apse prem kate hai aur apse vivaah jarna chahte hai"
"Kya" kaha ajabde ne
Aur hue woh santusht
Dono ne lagaya gale
Kiya dono tab pren ka ikraar
Yeh hain inka kahani
Mewar bijolia banda bandan mein
Vivaah hua dono mein
Phere hue varmala hua ghat banda aur bidayi bhi hue
Yeh hain inka prem
Saath jeene aur marne ka
Vishwar rahne ka aur sadaiw prem karne ka
Yeh hai prem inka
Sath nibhaya dono ne
Vishwas ke buniyat par
Prem ke sahayata se
Jeeya inhone yeh jeewan
Yeh hai inka prem
Yeh hai inka prem
Prithviraj sanyukta, shah jahan mumtaz, jodha akbar, ram sita, laila majnu, romeo Juliet se bhi badkar
Ek saccha vishwas aur saath ka tha yeh prem