Namashkaar
Mai Priya Raizada aapki host , ghost aur dost
aap sab ka swaagat karti hu aap sab ka || Shaan -E-Shreya ||🤣🤣🤣 series mai
aaapne sab ne iss series ke pehele do charan ko kaafi enjoy kiya
agar aap na kar paaye
toh yeh rahe woh links😊😊😊
Jaisa ki maine pehele bhi kaha tha ki Shreya baby ke acche din aaye hai
and her journey from BhAgat to BhUgat has started
issi soch ko aage badhaate huyee
Aaj Shreya baby ki muh boli behen
baby Ananya Kashyap ne apni Shreya didi ke bache kuche totte ( thode pehele Kabir udaa chuka
hai) aur baaki kabootar etc etc. bhi udaa diya hai
humaari Shreya baby ke ab saare panchi ud chuke hai
Shreya baby ko aaj ehsaas huuaa ki Ananya baby toh uski behen hi nhi hai
Haaawww.!!!😲
Ab meri Shreya baby ki koan madad karega
Haaawww...!!!😲
Ab meri Shreya baby ko koan apne kapde dhone aur nahaane ke liye motivate karega
Haaawww...!!!😲
Ab koan Shreya baby ko bataeyega ki woh sabse badi ghadhi hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maaiii...!!!👏
Meri Shreya baby ke intelligence ka assar dekho 😉😉😉
sab dheere dheere bewakoof bante jaa rahe hai🤢
aur iski shubh shuruaat Ananya baby ne kar di hai👏
Manav Bhaai bhi puri taiyaari mai hai meri Shreya baby ko laaat maarne ke liye..!!
Aaawww...!!!😉
~~Ananya Ki Daant Aur Shreya ka Haaarat( Heart)~~
Namashkar darshako
mai Manav Gupta aap sab hi ka swagat karta hu
apne iss khaas peshkash
Manav Se Manavta tak mei
Aaaj humaare office KKN ki senior reporter
Miss Half Kabir Sharma
jee haa darshako aapne sahi suna
Miss Half Kabir Sharma yaani ki Miss Ananya Kashyap
ne humaare channel ki business head Shreya Bhagat ko unki aukaat dikhaayi
jee haa darshako Shreya Bhagat ki aukaat
Aajkal maano yeh ek faaaishaan (fashion) saa banta jaa raha hai ki KKN ka har doosra banda
Shreya Bhagat ko unki aaukaat dikhaaye jaa raha hai
chaahe woh ek senior reporter hoo yaa editor in chief
Toh darshako hum iss khabar ban bane reahenge
tab tak k liye aap mujhe yaani ki Manav Gupta ko dijiye ijaazat
aur dekhte rahiye KKN
Zindabad
Mere pyaare dosto ab tak toh aap samajh hi gaye honge ki mai Shreya se bahut pyaar karti hu
aur agar woh toote toh by bit by bit usse
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
aur tod dungi😉
Aur Jaane Se Pehele:
Shreyaa baby ko yeh ehsaas huaa ki roz saari na badalne se
roz naa nahaane se Kabir Sharma toh door
Manav Gupta tak haath nhi aate hai
aur agar aisa hi chalta raha toh Rahul ( peon) bhi haath na aayega😉😉😉
AAj ke liye bas itna hi
toh phir mai yaaani ki Priya Raizada
aapse sab se vidaa leti hu
Shubhraatri
Priya