Well thanks for the gr8 response here it goes:
Armaan is about to tocuh Padma's face when she says Armaan..Armaan comes back to his senses.
A:Basket...aaaammm mera matlab hai sister Padma aap?????
P:Haan main, kaisay ho?
A:Main theek hoon, aap yahan kaisay?
P:Woh kal Ridima ka B'day hain na , main us ke lye gift lenay aaee thi.
A:To himself(Basket ka B'day, lost in thoughts again)
P:Armaan.
A:Ahh g, tu kal basket ka i mean Ridima ka b'day hai kya khareda apnay us ke liye?
P:Wohi tu samajh main nahi araha?
A:Matlab?
P:Matlab ye ke Ridima ko main koi bahut hi special gift dena chahti hoon, waisay bhi woh zara alag tarah ki ladki hai , aur usay choti choti cheezain pasand hain , books,
earings, bunnies, chocolates.
A:How sweet!!!!(In Ridz thoughts)
P:(Armaan and Padma are walking)Isi liye miujhay mushkil ho rahi hai….
she stop walking…Laken tum mujhsay Ridima kay baray ye sub kuch
luyn pooch rahay ho???
A:Main bas aisay hi …kuch khaas nahi uska b'day hai tu soch raha hoon kay
usay koi gift day doon.
P:Ok,main chalti hoon, she luks at him meaningfully.
A:Armaan picks up a beautiful locket and says , I think ye Ridima
ko pasand ayega.
P:Tumhari choice tu bahut achi hai, main yehi le leti hoon.Thanks
she buy the locket and leaves giving a meaningful look to A.
A:Ye B'day acha moqa hai, par ye basket hai na..koi baat nahi
ye B'day tu basket ko sari zindagi nahi bholay ga, than he
shout sister padma and leaves the mall.
Next day its Ridz B'day:
She wakes up , gets ready as usual and she is wearing a beautiful red outfit, and comes
out from her room saying good morning to everyone, dadi, Anjali and Shishank
replies her and than gets busy in doing breakfast.
S:Ridima aaj tumhein bahut late ho jayega, mujhay aik surgery ke liye
jana hai aur main chahta hoon kay tum Dr.Shubhabkar ko is case main
assist karo.
R:Ok papa no problem , o, main apna pager kamray main bhool aaee
laker ati hoon.
Shishank to Anjali and Dadi: lagta isay yaad nahi hai.
Anjali:Ye tu aur bhi acha hai………
Will continue later…..
Maleka/Love Armi