PalkOon k kinarOn kO maine jO bhigOya nahi
vO ye smjhnay lagi k shayad may rOya nahi
mujhay pOchnay lagi k sapnay may kOn ata hay
kOi batay usay, uski yaad may saalO say Soya nahi....
***********************************************
May palkOn pay aik ansu bhi saja na sakha
Majburi thi, tumay dil ka haal bta bhi na sakha
Zakhm itnay gehray diay thay dil nay kay...
Aik kharOsh bhi tum kO may dikha na sakha.....
******************************************
DO ankhain hain pr un may ashk rha krtay hain
hum apni hr Dua tairay nam kia krtay hain
jab jab lia karO aik saans bhi jO tum...
tO samajh jana hum tumhay yad kia krtay hain....