It's such a beautiful scene when Rk and Madhu were talking about their dream house and their famliy.😳 😳 😳 😳
Madhu was afraid from darkness when Rk asked her to stop there for a minute.😛
Madhu,"Rk, tumne agar wo apna bhoot wala joke phir se shuru kar diya toh mujhse bura koi nahi hoga,tum sun rahe ho na."😲
Rk,"Aao biwi, apna ghar dekho!"😳
Madhu didn't understand what he's doing but he assured her not to worry.❤️
"Rk filmi jarur hai, par ye sab mein filmy duniya se nikalne k liye hi toh kar raha hoon."⭐️
He lit up all the candles and there was a candle map of their dream house right in front of them.⭐️😛
Madhu was amazed to see that.
"Aur ye sab dekh kar ye mat soch lena k yahi hamara ghar hai, 😆ye sirf uska map hai."😉
And before Madhu could stepped in, Rk stop her and said that "Grahpravesh hoga toh Rk k style se."He took her in his arms 😳and did the "Grahpravesh".😎
Madhu was so touched.😳



Rk showed her their living room.😳
"Ye dekho biwi,ye hamara living room hoga, yaha hum sofe nahi kaaleen [carpet]bichayenge,Zameen se rishta juda rahta hai,⭐️badi badi beparda khidkiya hongi,sooraj ugte hi dikhega, aur baarish ki pahli boond bhi.⭐️
Yaha main apna canvas rakhunga aur yaha se khoobsurat painting banaate hue meri duniya ko khoobsurat banana waali meri jungle billi ko waha kitchen mein hamesha dekh sakoon."
Than he hold her hand and take her to the kitchen.😳
Biwi ye hai tumhara kitchen,din me teen baar ghee ,tel,[oil]mirchi se bahrpoor khana aur haan no salad , no diet food,aur bhool kar bhi karela mat banana, agar tumne karela banaya toh main tumhe toh kuch kar nahi paaunga par tumhe karela bechne waale ko jarur jaan se maar dunga."😆
[Madhu was about to say something but stopped and smiled listening to his talks.]😳
Both smiled and than he showed her another portion.
"Yaha tum mujhe head massage nahi champi dogi."😛
They went to other room.😳
"Biwi ye hamara bed room hoga,aur bedroom ki deewaaro par kuch nahi,aur bed par bhi deewar nahi,takiye sirf side mein rakhe jayenge,❤️ beech mein nahi aur agar bhagwaan ne bhi interfere karne ki koshish ki toh karne nahi doonga.☺️
Deewaron par koi photo frame nahi kyuki hum dono ek doosre ko aamne saamne dekhenge.⭐️
Yaha ek badi si projector screen hogi jis par hum sirf ek hi film dekhenge,kaunsi,Mr.India.😛[Madhu was smiling and blushing throughtout.]Aur yaad rakhna biwi,baccho ko uska sad scene nahi dikhana hai,ye tumhari responsibility hai."⭐️
.[Madhu nodded in no and yes resp.]😳
He took her to other room and than back hugged her.😳
"Madhu mujhe teen bacche chahiye,❤️do ladkiya ,ek ladka,ladkiyo ki shakal tumhare jaisi honi chahiye,aur akal mere jaisi.akdu ,akkad aur duniya ki band bajaane waali.ladka thoda bigda hua bhi hua toh chalega,[Madhu glared at him]par jyada nahi,ye tumhari responsibility hai, use jyada bigad mat jaane dena."😉
Biwi maine yaha do kamre banwaye hain aur jaan bhoojh kar kisi ek kamre mein do baccho ko rakhunga,taaki wo din bhar jhagadte rahe,kyuki ladne se pyaar badta hai."😉
Biwi mere paas tumhare sawalo k jawab nahi hain par kya main ye soch raha hoon ki main hamari is duniya ko aaj ki duniya jaisa bana paauga ya nahi."
"Rk hum papa ki rocking chair kaha rakhenge?"😳
Rk got emotional and so touched by her gesture.She didn't forgot that in between all her happiness."Mere hissab se toh hume use living room mein rakhna chahiye,taaki painting banaate waqt kabhi kabhi toh..."😳
Rk hugged her tightly.❤️❤️
"Kaash ye duniya mujhe abhi mil jaaye, tum ,main aur hamara pyaar,hamari choti si ,cute si duniya.😳😳
Rishbala were awesome,superb, cute, lovely,and adorable in this scene.😳 ⭐️
Its such an emotional scene where Madhu was so touched by Rk's behavior❤️ and Rk was so touched ❤️when Madhu said where they will put Papa's chair?it signifies their concern and care for each other,👏 how much they think about each other's happiness.⭐️
Loved it so much and like always⭐️ this was also unique.⭐️
DD have almost no lines but she expressed every emotion beautifully.👏
DVD done it brilliantly ⭐️ ⭐️and
they looked so beautiful too.