Raghav: aaah oooh aaaehhh..
THak thak thak
Sammy: raghav kya kar raha hai andar? ek ghante se toilet mai betha hai. 😕
raghav: sammy tu ja yaar, disturb na kar.
sammy: chala to mai jauga. wase bhi aur thodi der yaha khaad raha to andar se jo badbu aa rahi hai wo meri jaan le legi. 🤢🤢tu jaldi bahar aa tere sign lene hai important file hai.
raghav: samy tu...tu ja naa yaha se. 😒
sammy: abe tujhe ho kya gaya hai? pure saal ka toilet ka quota aaj hi pura karega kya?😆
raghav: are kuch...kuch nhi yaar wo kal lunch me kuch ulta sidha kha liya tha. 😛
sammy: ulta sidha!! abe kam se kam tujhe lunch to mila. mai to teri wajah se bhooka hi rh gaya.
raghav :😭 isse acha to mai bhi bhooka hi rh jata.
sammy: acha sun. mai office ja raha hu. tu bhi jaldi pohach. aur haan kamla maa ka phone aaya tha bol rahi thi ki breakfast mat karna, aaj tere liye nashta wo khud banakar bhejegi kalpi ke saath.
raghav: kya!!😲 naahi.