Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 July 2025 EDT
CID Episode 64 - 27th July
WELCOME 🏠 MAIRA27.7
MAIRA IS SAD 😞28.7
YRKKH to take a generation leap!!!
BALH Naya Season EDT Week #7: July 28-Aug 1
Geetanjali vs Abhinav
Maa esi nahi hoti…
Mohabbatein: one of the best scenes
Has Kajol forgotten how to act?
Gen 5 Storyline
Anupamaa 27 - 28 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Who is Best for gen 5
Did she really say that?
Anyone else born in the 80's?
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 23
Aneet Padda Next Movie With Fatima Sana Shaikh
In the ruins....I found you ❤️-A Prashiv ss
If you had the power of vanishing one nepo kid?
Half Girlfriend: anyone watched it?
Part - 6
Geet is worried that it's not easy to find her Khrish all alone...
This city is new to her and her Khrish doesn't even know that she is here...
It's better to call Pinky, and ask her to come and relieve Geet from this place...
Remember what Sam told, they won't let her go before anyone from her family or any of her friends come and take her...
She even heard that receptionist argue with Sam that it's better to file a police case for this is an accident...
Sam somehow convinced her that she will take the responsibility...
So it's not fair to get Sam into trouble for she is the one who helped her so much...
Geet decided to call Pinky...
She goes to the reception and calls Pinky...
Geet: halo, Pinky
Pinky toh bahut tension mein hai...
Pinky: halo, kaun hai? Badh mein baat karo, mere friend na Geet, gayab ho gayi
Geet: Pinky, mein hoon Geet
Pinky: Geeet
Geet: haan, tu kahan hai?
Pinky: pehle tu bathao, tu kahan gayab ho gayi?
Geet: hare, mein yahi hoon Mumbai mein
Pinky: woh toh mujhe bhi patha hai. Par tumme toh ghar aana chahiye na? tu kahan chali gayi thi
Geet: tujhe kaise patha ki mein yahan hoon
Pinky knows that Geet will not tell her where she is if she tells that Handa uncle called her...
Pinky: woh...tune hi batahya tha. Bhool gayi
Geet: meinne? Meinne kab kaha?
Pinky: woh sab chod, abhi batha ki tum kahan ho
Geet: tum ghar pe ho?
Pinky: nahi
Geet is relieved...
Geet: uncle ji ke saath ho?
Pinky: haaan
Uncleji signals not to tell Geet about him...
Geet stops speaking...
Pinky: Geeet, Geeet, mein toh shopping karne aayi hoon, mere friends ke saath
Geet: tu joot toh nahi bhol rahi na
Pinky: sachi...mein tujhse joot kyun bholoongi
Geet: teek hai, tu abhi Sanjeevani aao, mein yahi hoon
Pinky: Geeet, tu wahan kyun gayi? Tum teek toh haina?
Pinky bahut pareshan hojaathi...
Geet: gabrao mat, mein teek hoon
Pinky: teek hai, tu fikar mat kar, mein aathi hoon
Geet: Pinky, tu akhele aana, tere friends ko lekhe mat aana
Pinky: teek hai, tu kahin nahi jaana
Geet: aur uncle ji ko bhi kuch mat kehna
Pinky: nahi
Pinky and her father rush to sanjeevni...
Sam Geet ko dhoondhke reception aathi...
Sam: Geet, tum yahan kya kar rahi ho? Patients ko apne kamre ke bahar nahi aana chahiye, come with me
She takes her back to the room...
Geet: mein toh teek ho gayi hoon, mujhe kyun patient kehthi ho?
Sam smiles...
Sam: teek hai, ab tu meri friend ho, aao mere saath
Sam takes her to the doctors room...
She introduces Geet to everyone...
Maan calls Sam...
Sam is surprised...ye iss waqt phone kyun karega?
Issko mere yaad kaise aayi?
Zaroor koi zaroori kaam hoga...
Sam: MK
Maan: Sam, tumne Dadi se baat ki?
Sam: oh ohhh, toh Dadi mujhse baat karna chahthe hai? Issiliye toh tumne mujhe call kiya tha? Mujhe pehle hi patha tha, tujhe toh meri yaad nahi aayi
Sam sounds a bit low...
Maan: Sam, Dadi humme abhi ghar bhula rahe ahi, tum unse bathado ki tumme zaroori kaam hai, koi emergency, mein thoda busy hoon, par Dadi toh samajthe hi nahi
Sam: waise mein toh free hoon, mein ghar jaathi hoon, aur tum bhi jaldhi aajao, mein thode dher Dadi ko sambalthi hoon
Maan: nahi, Dadi pehle hi mujhse naraaz hai, ab tum jaathi aur mein nahi jaatha toh unka gussa aur badh jayega, pehle hi unko lagtha hai ki sirf tum shadhi ke barein mein sochthi, mein nahi, ab toh Dadi bahut kush hai, mein unko pareshaan nahi kar saktha
Sam: toh tum bhi aao, hum saath mein chalthe hai, Dadi ko bahut achcha lagega
Maan: nahi nahi, mujhe important meeting hai
Sam: achcha tum hamesha ki tarah apna meeting sambalo, mein akhele hi sab sambaloongi
Maan: tum ek kaam karo, yahan aajao, phir hum saath mein chalthe hai
Sam: tummara intrezaar karthi toh mein bhi nahi jaa sakthi
Maan: ye shadhi hone se pehle mein pagal ho jaoonga, tum log mujhe kya samachthe hai?
Sam: teek hai, mein dadi se bathathi hoon ki mujhe ye shadhi nahi karni, ab tumme koi takleef nahi hoga
Sam gets angry and cuts the call...
Maan bahut pareshaan hotha...ye ladhkiyon ko sambalna mere bas ki baat nahi hai...
Ab mein shadhi karke kya karoonga?
Dadi calls...
Dadi: Maan bte, aap jaldhi aayiye, hum intrezaar kar rahe hai, Sam kahan hai?
Maan: dadi woh hospital mein hai
Dadi: kya? Aap abhi tak unko lene nahi gaye? What is this Maan? Humme aapse ye umeed nahi thi, kam se kam aaj toh aapko aaise nahi karna chahiye, bechare sam ko kitna bhura lagega, aur Khanna hummare barein mein kya sochenge? Yahi ki hum apne pothe ki kushi ke liye unki beti ki kushiyan cheena chahathe , aapko iss shadhi nahi chahiye toh aap seedhe kyun nahi kehthe?
Dadi is very upset...
Maan: aaise koi baat nahi hai dadima
Dadi: Maan, hum kuch nahi sunna chahathe, agar aapko ye shdhi karni hai toh aap abhi sam ko lekhe ghar aayiye
Dadi gives him strict orders...
Maan asks Adi to take over the rest of the meeting and leaves...
At sanjeevani...
Sam looks dull after that call...
Geet could guess from her conversation that it's from her fianc...
Geet: kya hua?
Sam: ye ladhkhe itna selfish kyun hothe hai?
Geet: haan inko toh kabhi bhi hummari fikar nahi hothi, jab dekho apna kaam mein busy rehthe
Sam: tujhe kaise patha?
Geet: sorry, meinne tummare batein sunli
Sam: woh, MK ko toh hamesha apna kaam ke hi padhi hai
Geet: tum ek doctor ho, tumme toh patha hona chahiye ki kaam kitna important hai, unka bhi koi zaroori kaam hoga
Sam: mujhse bhi zyada zaroori kaam kaise ho saktha?
Geet: tum fikar mat karo, dubara call karke dekho
Sam: rehne do, usko meri itni bhi parwa nahi hai, warna aaj toh zaroor aatha
Geet: aaj kya special hai?
Sam sharmathi...
Geet: kya tummari pehli mulakaat ki anniversary hai kya?
Sam laughs...
Geet: what?
Sam: humme toh yaad hi nahi ki hum pehle kab mille the?
Geet: par tum uss din ko kaise bhool sakthi? Tum unko utna pyaar karthi toh nahi bhoolthi
Sam: hum toh family friends hai, bachpan se hi ek doosre ko jaanthe hai
Geet: achcha, toh tummare shadhi bachpan mein hi tey hui thi?
Sam: nahi nahi, hummare shadhi aaj hi tey hui hai
Geet: congrats, tumne mujhe bathaya kyun nahi?
Sam: mein toh bhool hi gayi
Geet: toh bathao, tum logon ki love story kaise shuru hui? Kissne pehle propose kiya tha?
Sam: actualy ye toh bahut lambi kahaani hai, aur ye shadhi ka proposal toh Dadi ka hai
Geet: kya?
Sam: MK is my best friend , bachpan se hi mein sab kuch uske saath hi share karthi, aur koi bhi festival ho ya hummare b'day ho toh sab kuch saath mein hi celebrate karthe hai
Geet: so sweet, toh bachpan mein hi pyaar ho gaya
Geet winks...
Sam: kuch aaisa hi samjo
Geet: aur bathao
Geet ko aaise love stories bahut pasand haina?
Sam: hummare pyaar ko dekhkke papa aur Dadi ne hummare shadhi karwane ki faisla kiya tha, mein toh kab se intrezaar kar rahi hoon, par ye MK ne toh abhi abhi hummare rishtey ko mana hai
Geet: shayad tummare pyaar ko test kar rahe the
Sam: nahi, MK jaantha hai ki mein usko kitna pyaar karthi hoon
Geet: toh dekho, woh ab tujhe lene zaroor aayenge
Ward boy comes and informs sam that someone is wating for her in the lounge...
Geet: meinne kaha na, jao
Sam is very happy...
Sam: bye
hey friends don't Worry this is not any new Story i just changed the name of story nothing more so relax and enjoy the story i just give third
Introduction this is simple love story... where u see maaneet cute nok zhok, ruthna manana, both love, breakup... geet doing job in Maan company
hello friends... am not able do pm regularly... so please my all friend follow this thread... i post the link here... so you get link easily of
Dillagi Dil ki Lagi Jab Dil kho jata hai kisi aise mein Jo apna na hoke pe apna sa lagge. Jiski ek jhalak ke leye yeh nighein tarpati rahe Or...
As mentioned in the notes in the other FF threads that I had created the other ID at a time when I wanted to be anonymous and avoid raising...
714