hmmm I think ye ho sakta hai because woh abhi tak toh in dono par trust karta hai but shayad marriage cancel hone ke baad woh in donno par shak kareOriginally posted by: mai_manmauji
TFS dear 😊abhi ka toh pataa nahi bt in future PRI n Poo ki dosti se lakkhu k bheje me bindiya ki baat bhi ghar kar sakti hai aur ho sakta hai ki wo unhe dokhebaaz samgh nafrat karne large,jiska fayda no doubt mitilesh n bindiya,chunna jaise,uske dushman hi utthayenge