Here it goes...
Woh! Manik ka nandu ki baat par gussa ho jana,
Woh !cabir ka navya ki pregnancy Kya mazak udana,
"Alya ka makeup karna
Aur woh multi Kya shit kehna
Nahi bhulega yeh . sana...
Woh manik ka form me aana,
Nandu Kya smile se sorry kah Jana,
Mukti Kya abhi ki baat par aasu bahana,
Aur pundit ka Kya kehna!!
Nahi bhulega yeh afsana...
Woh! Navya ka cabir par chutki lena
Alya ka so called protection na lena,
Manik ka har baat par kiss mangna,
Nandu ka hamesha next time kehna...
Nahi bhulega yeh afsana...
Woh! Dhruv Ka oh ! Pls kehna ,
Manik ka USse Baar-2 Manama
Nahi bhulega yeh afsana...
Har musibat me manik Kya protect karna,
Aur nandu Ka be positive kehna,
Nndu ka hope still there. Kehna
Who. Manik Kya muskurana
Nahi bhulega yeh afsana...