i am not happy for the ending of raj.dj ko raj ke saath aisa nahi karna chahiye tha agar raj ko marna hi tha tho usko ek shaheed ki tarha alwida karte na ki bomb blast mai raj ko marate.aapko ko kya lagata hai raj zinda hai.mujhe tho lagata hai raj zinda hai kyunki ki raj ki body ko nahi deekha ya hai.plz comments