mujhe door jana hai..
pal bhar ji judaai..
phir laut aana hai..
ji haa..chale gaye naitik babu..
aur unki yaad me reh gayi..hamari pyaari akshara..
jasmeet madam ko sab samjhaye..
par itni jaldi kaha samajh me aaye..
darwaaja band kar roti rahi..
tab mentos ne dimaag ki batti jalai..
aur doctor se bhi milkar aayi..
thankkk god.. !!
akshara ka gusaa..sooo cute..
kya kya nahi kaha apne aapko..🤣
..drum..footballr ki mumma..🤣
but she is soo sweet..
naitik ko bhi khoob sunaya..
par ek acche pati ki tarah..
usne apni biwi ko samjhaya..
muslok ka phone romance..chalta hi rehta hai..akshara ka meetha paan..
ho gaya gold chain ka nuksaan..
poor baby gir gayi..
ohhh god..
overall a very cute episode..with akshara ke cute cute mood swings..love it
PRECAP..akshara in hospital..
28