Hi guys, how r u all? I'm also a taarey fan. And know that we all r depressed when taani got engaged with vishesh. So, I thought about writing a story on taarey. This story is inspired from a telugu short film. The concept is lil similar to show's track. I'm posting the prologue now.
PROLOGUE OR INTRO
In Jodhpur
A sweet voice is lingering in the small but beautiful house surrounded by lot of greenery of garden. The sweet voice is of the female singing a sad song. You can feel the pain the voice if u listen carefully. U may wonder, is it just because of the sad song or something else. Just then a car came and stopped before the gate of the house. A girl came out of the car and went into the house. A middle-aged man(servent) came to her and greeted her. She replied back with a polite smile and went towards a room. She stopped at the entrance of room and kept staring smilingly at the other girl who is singing and playing keyboard with her eyes closed. After finishing the song the girl opened her eyes and saw the other girl staring at her.
"Areey di, aap wahi kyun khade ho gaye, andhar ayiye na!" Said the girl smilingly
"Taani, tum itni pyaari ga rahi thi ki mein bas tumhare gaane mein kho gayi aur wahi khadi hogayi" Replied the other girl smilingly.
Both girls went to balcony and sat on the chairs there.
"Kaise hai aap di ?" asked taani
"mein teek hu, tum kaisi ho?" asked nupur, taani's sister
T: Mein bhi teek hu di
N: Bahut din hogaye tumse mile hue. Ab toh mein bhi kuch dinon Mumbai shift horahi hu toh waise bhi milna kam hojayega na! Isiliye socha ek baar mil lu.
T: Acha kiya. Toh sab kaise chal rahe hai di? Saare tayyariyan hogaye?
N: Ha, lagh-bagh sab kuch hogaye hai. Waise ab mein yaha ek hafta hi rahungi toh ek baar hamare ghar aaona, sab ko accha lagega.
T: Hamesha se wahi toh kiya hai na jo sab ko pasand ho. Lekin ab nahi. Mein nahi aaungi.
N: Shaadi ke char saal ho gaye hai aur taiji ki gaye 3 saal! Abhi tak hum sab se gussa ho?
T: Mein gussa nahi hurt hu di.
N: Taani, ye tum kya choti si baat ko itni badi kar rahi ho? Ab chodd bhi do un sab yaadein.
T: Dekhne walon ko kuch cheezein bahut choti lagte hai di, lekin jin pe beet ti hain wahi jante hai. Mere wajah se kisi ki life spoil hui hai. Ab chahe koi kuch bhi karle koi fayda nahi
N: taani tum aise apni life ko ignore kar rahi ho. Mujhe tumhari phikar hai
T: Aap ko meri fikar karne ki zarurat nahi hai di. Mein apna khayal rakh sakthi hu. Aur mere bare mein sochne wale bhi hai, toh aap sirf apne bare mein sochiye jaisa hamesha karte hain.
N: Tum kehna kya chahti ho, ki mujhe tumhari fikar anhi hai?!
T: Di, mein ab is baare mein baat nahi karna chahti.
N: Ab is maamle mein baat karke koi fayda hi nahi hai. Tum kuch samajna bhi nahi chahti toh kya fayda! Mein chalti hu. Said nupur with hurt voice and left from there hurriedly.
Taani kept looking out her room window with tearful eyes.
In Mumbai
At a Beach,
A Handsome Man sat near the shore, lost in his own thoughts. His eyes held lots of pain and surrounded by dark circles indicating his sleepless nights.
A beautiful girl came near him and tapped on his shoulder.
The guy came out of his thoughts and look at her and stood up.
"Hi rey," said the girl with a smile.
"Hi riya," replied rey with a slight smile.
Ri: Kaise ho?
R: Bilkul waise hi jaise pichli baar mila tha.
Ri: Us baat ko paanch saal ho gaye hai, lekin abhi bhi usiki baarein mein soch rahe ho?
R: Just laughed a lil bitterly and asked, tum bolo kaise aana hua?
Ri: Woh, jis academy mein mein kaam karti hu waha ki students ki ek bahut badi dance competition hai. Unhe bollywood aur freestyle mein meine train kardiya hai. Ek round Lyrical hip-hop ka bhi hai. Aur tum se behtar dancer hume kaha milega! Agar tum unhe train kardogi toh unhe bahut help hoga. I know tumhe dance chode hue bahut saal ho gaye hai lekin unhe bahut zarurat hai isiliye, please maan jaao.
R: Sorry riya, Ye toh tum bhi jaanti ho na ki, taani ke jaane ke baad mein ne dance bhi chod diiya. Toh please mein nahi karsakta.
Ri: Foolishly behave mat karo, rey! Kisi ladki ke liye tum apne passion ko chod dogi?
R: Jab pyar saath nahi hai toh passion kaise rahegi, riya? Isiliye mein ne dance chod diya. Ab mujhe convince karne ki koshish mat karo.
Ri: Teek hai, who chodo. Mujhe tum se kisi aur cheez ki baarein mein baat karni hai.
R: ab kya sikhana hai? Joked rey.
Ri: I'm serious rey!
R: Teek hai bolo said rey with a smile.
Ri: Woh...woh... hesitated riya
R: Woh ke age bhi bolo!
Ri: I want to marry you rey, she said in one go.
Rey looked at her shokingly and riya continued.
Ri: Tumhe apne life mein kisiki pyar aur dosti ki bahut zarurat hai. Hum sab ko dikhta hai ki tum kitne akele ho. Apne puri life spoil kar rahe ho. Mujhe tumhari fikar hai isiliye keh rahi hu. Hum donon shaadi karlete hai. Ek baar socho. She pleaded.
R: You are great, riya. Mere life mein taani ki aane se pehle tum ne mujhe propose kiya tha. Abhi bhi wahi feel karte ho? Lekin mein taani ko kabhi nahi bhul paunga. Sab tak zinda hu usse pyar karna nahi chod sakta. Aur mein usse bhulna bhi nahi chahta. Uski who baatein, uska bachpana, uska innocence, uski eyes, uski hasi, uska chehra, uski yaadein... kabhi nahi bhulna chahta. Kyunki uski yaadein hi hai jin ke sahare mein ji raha hu. Ye kafi hai mujhe is zindagi mein. Said emotionally.
R: Toh please, tum kisi aur se shaadi kar lo.
Ri: Rey, pagal mat bano! Uski shaadi ho chuki hai. She has moved on aur tum usiki...She was cut short by rey saying
R: Riya, mujhe late ho raha hai aur shayed tumhe bhi! Said angrily
Ri: teek hai, mein jarahi hu. She said and walked two steps and then turn back and said to rey
Ri: You are a true lover, rey. And taani is very unlucky but I'm not. I know you will come to me one day rey. I'll wait for that day. I'll wait for you rey. She said and went away leaving rey with his thoughts.
Toh kya rey riya se shaadi karlega?😲 Agar usne riya se shaadi kar bhi li toh kya woh taani ko bhul jayega?😕 Kya hoga agar ye old lovers phir se aamne-saamne aye toh?😉 Jaanne ke liye...Stay tuned!😊
Phew! It's over. I know its long. But I don't know where to stop it. Let me tell you guys, I have only written one os on mohan-nanhi of nbt. And haven't written anything prior to it. And this is my first attempt to write a story. So, please be honest and feel free to tell me how is it. Criticism is welcomed. And please do tell me how do you want this story as a ff with many parts and details or as a ss with less details and scenes. Choice is yours.😛
Thanks for bearing me.😊
193