to yaad karo 22/5/13 date ko..
kuch samajh mein aaya??
vo kya hai na jab Akdha ki marriage anniversary aati hai tab Rukaiya ko kuch ho jata hai..
kabhi kabhi chakkar aati hai to kabhi kabhi vomiting 👏
samne bhi Akdha ki 20th marriage anniversary aanewali hai 😲 to aisi halat mein Rukaiya Begum ka unconscious ho jana khatarnaak bhi ho sakta hai.
(just for fun) 😆
102