ritaali- The girl is sitting in her bedroom writing love poem for rajat.
sweet air comes and refreshes her face then she looks at the moon. it is shining so bright.
ohhh rajat it looks you are the moon i could see your face on it.
she feels so shy and covers her face with her lovely hands.
then phone rings!
oh rajat i love you!
i love you!
mumma- oh ritaali phone uthha beta!
ritaali- oh noo! phone!
rajat- hello! is this 98345678
ritaali- no its 983445677!
rajat- oh i guess this is wrong number!
but i think this is correct what did you say me the number!
ritaali- ek baar bole samajh nahin aata aapko its wrong number!
rajat- no i think im on right number can you repeat the number please!
ritaali- oh god kahaan phas gayi !
its 98345678!
rajat- oh its wrong number sorry!
ritaali- shecalmed down! oh im sorry to you! waise ek baat kahoon!
rajat- jee kahiyeh!
ritaali- aapki awaaz mujhe jaani pehchaani si lagrahi hain aisa lagraha thha jaise koi apne se baat karrahi hoon!
rajat- arey main bhi aapko kuchh kehnaa chaahta hoon!
ritaali- jee jee boliyeh!
rajat- aapke baat karne ka jo dhung hain woh meri ek chaahne waali se milta jhulta hain!
ritaali- oh toh aapke chaahne waale bhi hain! laughing!
rajat- laughing! haan bilkul hain!
ritaali- arey chhodiyeh hum bholi bhaali ladki nahin jo aap ulloo banaalogey kya aap koi star hain jo aapke chaahne waaley hone legey!
rajat- haan star toh nahin kehna chaahiyeh bas aaphi ki tarah insaan hoon koshish karta hoon dossroun ka man behlaadoon!
ritaali- samajhgayi toh aap ek chhotey motey kalaakaar hongey!
rajat- chhotey motey!
laughing dekhiyeh naa main chhota hoon
aur na hi main mota hoon!
ritaali- par main toh mazaakh karrahi thhi!
waise aapka naam kya hain!
rajat- nahin pehle aap apna naam bataayeh!
ritaali- nahin aap apna bataayeh na!
rajat- nahin aapa apna batayeingey toh hum bataayeingey
ritaali- oh rabba mainooo sharm aarahi hain!
rajat- oh noo! aap sharma mat jaaiyeh ab!par apna naam zaroor bataaiyeh main bhi janna chaahta hoon itni der main kisse baat karraha hoon!
ritaali- okey thheek hain!
silence
rajat- okey im just kidding main hi aapko apna naam bataadeta hoon!
im rajat tokas!
ritaali- kyaaa!
rajat!
rajat tokas!
aap mazaakh toh nahin karrahe hain!
rajat- nahin main mazaakh nahin karraha hoon! main rajat tokas hi hoon!
ritaali- oh no mumy! im so sorry mujhe laga thha aapki awaaz mere dil ki dhadkanein itni kyoon badhaa rahi hain! tabhi mujhe shak huaa!
rajat- apne apna naam nahin bataaya!
ritaali- arey main aapki bohat badi chaahne waali hoon!
rajat- if im not wrong are you ritaali my junooni girl!
ritaali- haye rabba hum shrama jayeingey jee aap humein pehchaantey hain!
aaj mujhe raat ko neend bhi nahin aane waali!
rajat- woh kyoon!
ritaali- aapse jo baat ho gayi zindagi ka sabse bada sapna sach hogay! main kya bataaoon main kitni khush hoon!
rajat- aapke junoon ke baarey mein bohat sunaa hain maine meri jaani maani poetess farah se!
ritaali- haan rajat junoon toh hain main din raat aaphi ke baarey mein sonchti rehti hoon abhi aaphi ki poem likh rahi thhi!
rajat- achhaa poem likhrahi thhi toh suna dijiyeh!
ritaali- abhi!
rajat- haan abhi sunaadijiyeh!
ritaali- okeyyy!
rajat- agar aap shy feel nahin karti hain toh sunaadijiyeh!
ritaali- haan shy to main hoon! par sunaaoongi
Yeh baat hai ek raat ki,,
Chand b apne pure roop mein tha.
Haan chandni kuch door thi,,
Par laalima ka saath tha.
Kaise kahun kitna suhana wo nazara tha.
Dekh kar uss chand ko,,ek chehra aankhon k saamne aa gaya..
Surat uski ka surror chand par b chhaa gaya.
Aur uska chehra hamein chand mein nazar aa gaya..
Jhuk gayi tab yeh aankhein b,,
Dil b yeh sharma gaya.
Uski mohabbat ka asar,,hothon par muskaan bann kar aa gaya.
Wo door hai,,par paas b,,
Hai uss se chahat ka hamein ehsaas b.
Milta to nahi wo har din hamse,,
Par yeh chand hi baandhein hai hum dono mein dorr si,,
kahin dekhta hoga wo b hamein,,
Iss chand hi ki aad mein,
Shayad hum b honge shamil unki zindagi mein,,iss chand k hi saath se.
Hum nahi hai chand ki chandni se,,unki zindagi mein,,yeh hum b hai jaante..
Par laalima hai hum uss chand ki,,jo shayad hai kuch khaas si.
Kehane ko chahe chandni pehchaan hai uss chand ki..
Par sach hai yeh b to,,k lalimaa b to purak hai uss chand ki.
PLS TELL AAPKO YEH POEM KAISI LAGI?
rajat- wow what a poem! aapki poem aise hi hain jaise aapka junoon ritaali! mujhe aapse baat karke badi khushi hui!
ritaali- rajat mujhe aapse baat karke khushi nahin behad khushi hui! jiskaa aaap andaaza bhi nahin lagaasaktey!
phone karte rahiyeh!
rajat-waise toh main busy rehta hoon! agar time milegaa toh aap mujhe is number par phone kijiyeh!
999999999999
ritaali- haye rabba! mainoo phir sharm aagayi rajat jee! itne sare 99 aisa number kyoon!
rajat- yeh duniya ka sabse niraala number jo kabhi kisike haath na aata hain!
aapbhi kisike haath lagne mat dijiyegaa byee!
ritaali- byeee!
So what happened!!!!!!!!!!! unable to stop laughing 😆😆😆
With lots of love and blessings❤️
Pari