one of the cutest conversation of JOJA must read :Jalal To Jodha : os din phele baar kisi ne jalal-ul-din muhammad ke seene pe talwar rake thi app hamara sar hi kalam kar dete
Jodha to Jalal : os saame baat kuch aur thi ab kuch aur hai
JAlal to Jodha : ab aise kya badal gaya hai app apke hamare baare mein kya hayal hai
JOdha to Jalal : SHEHANSHA ye sthan tik nahi hai hum bandi grey mein hai
Jalal to Jodha: kamse kam Atina bata dijiye agar us din appko malum hota hum wo jalal-ul-din muhammad hai jis ke sar app apne devi maa ke kadmo mein rakna chahte phir app kya karte app tho hamein mar hi dalte
JOdha to Jalal: maan tho abhi b karta hai appko mar dal du😆
Jalal to Jodha: kya
JOdha to Jalal: hai din baar mein har begam ke maan mein aata hai apne pati ko mar hi dale
Jalal to Jodha: ek baar hmmm aur baaki waqt😳
Jodha to Jalal: aur appki saame iss se bilkul viprit karna ke maan karta hai
Jalal to Jodha : hai jaise iss ke ghav mein marham laga na raat baar jaag ke os ke timardari karna
JOdha to Jalal: shehansha iss se sewa nahi iss se prem kehte hai
Edited by susantogiaa - 11 years ago