jise sunkar shayad aapko ankho me tears aa jaye and aap
alwayz yahi kahenge ki God will not give this day in anyone's life
kal mera exam tha and parso mai doctor ke yaha gaya tha ! for treatment
and yesterday mai ek traffic me fas gaya
poore 30 min wait kiya but traffic etna lamba tha ki mai usi me fasa rah gaya !
after then mere paas only 40 min the ... mera paper start hone me !
tab mai paidal hi chal diya ... and u all know i can't walk
13 KM ki distance thi and time only 40 min and wo bhi rengte huye
5 Km tak jane ke baad pain bhut jyada bad gaya and i loos 30 minutes of my exam becoz exam started ...
tab mujhe laga ki mai apna exam ni de sakta ...
and mai chal bhi ni sakta tha 😭
frends socho ... ki koi ese time me kya kar sakta h ?
1 hour vahi pe stay rha and poore 1 and half hour exam ke beet chuke the
mai apni life me etna kabhi ni roya jitna kal ro rha tha 😭
tabhi ek police man mere paas aaya
unhone pooncha ... ki tum q ro rhe ho ?
tab maine unhe apni sari story batai
tab unhone mujhe kisi tarah exam me pahuchaya ! and tab mere pass only 55 min the !
First time mujhe yeh feel hua ki mai fail ho sakta hu
yeh 55 min mai kabhi bhi ni bhool sakta ... frnds
jara socho ek leg jis jameen me rakh ni sakta tha and only 1 leg se 5 KM
frnds 1 baat hamesha yaad rakhna ki jis din paper ho uske ek din pahle kahi bhi mat jao never ... !
mera 1 year now danger zone ... !
the day was dark