daniyal and murad scene was really funny😆
Murad to Daniyal : tum apne Ammijaan ke tofa inn ladoo wo ke liye bhej doge
Daniya to Murad :inn ladoo wo ke liye mein tumein bhi bhej kao lolz😆
Murad to Daniyal : tumere kuch nahi ho sakte tumere wajah se mein aaj ke mukabala haar jaoga wo dekh ko salim ke dukan mein kitna bheed
hai aur yaha sirf ek doo
Murad to Daniyal : Mein kaane nahi doga
Daniyal to Murad : mein kao ga
Anarkali waha aate hai lado hareed ne ke liye jab daniyal os ko dekhte hai aur bolte hai
Daniyal :inn ne kya bhej na hata inn yaha se😆
Murad : jao hamein kuch nahi bhejna
Salima : ye kya tameez hai ladkiyo se iss tara se baat karte hai,,wo hareeddar hai na pucho inn ne kya chahiye
Murad to Anarkali : appko kya chahiye
iss scene mein mujhe funniest part wo laga jaha Murad count kar raha hote hai mein soch rahe thi anarkali ne ladoo liya ya phir gold 😆
jab murad ne kaha bhuree doo sikee kya doo sikee ke liye atine count🤣
Shehansha to mehtab : Mehtab app hamein bata ye iss khel ke kaide kya hai hamein kitne nishane laga ne hoge tofa jeet ne ke liye
Bakshi to Shehansha : shehansha hum samjhe thee hai
Shehansha to Bakshi : hamare banji hamein hud bataye ge iss khel ke kaide kya hai
Shehansha to Mehtab : bataye app hamein
Metab ishara karte hai 5 nishana laga ne hai tofa ke liye
Shehandha to Mehtab : app ke mamu jaan paanch nahi das nishane lagayege tofa jeet ne ke liye
Shehansha ne kya nishana laga ya
Shehansha to Mehtab : abb app bataye inn sab mein hamara tofa kon se hai..hum ne jeete hai
Then mehtab shehansha ko Quran pak gift mein dete hai...shehansha ko wo baat bohut touch kar lete hai
Shehansha to bakshi bano ( most beautiful part )
MASHALLAH app ke bachi iss duniya mein sab se alag hai
Shehansha to Mehtab :
hum yaha aaye kuch hareed ne ke liye par aaj appne hamein hareed liya wakaye
app ke rooh (soul) pak hai sab se alag hai hum appko batana chahege app ke dukan se sab se zyada bikre hoge aaj hum appke dukan se saara
saman lege app ke dukan mei salim se bhi zyada bikre hoge
Big clap for Rajat Tokas👏