This is Pooja's concept n i write this if she get time she also write on this story
Waiting for your response please comment and like
Well everyone knows my English so don't mind n avoid grammar mistake
Advance sorry
Part 4
Mariyam raza singh khurana is in her room sating on chair waiting for someone knock at door
Mariyam: came in and close door behind
She order person came in n close the door
Mariyam: i am waiting only for you horam, want to talked with you very important
Horam: node her head n came close to her
Horam: ji ami boliye
Mariyam stand up went toward window stand there
Mariyam: maan ki dosri shadi q hoi hai horam?
She asked not seeing horam
Horam shock with question
Horam: ami wohhh... mein
She's stamering
Mariyam: you know very well that which circumstances maan married again you also agree with this right...
Horam nodded did not say anything keeping her head down to
suppress her tear because she know that her mother in law get to know about last night
Mariyam turn and face her
Mariyam: don't bow your head horam your act is not hidden from me
she said with anger
Horam : ami i... *sob sob*
she want to said but cut by Mariyam
Mariyam: your explanation is not enough
She came close to her
Mariyam: dushman nahi hai hum aap k horam... sab ki khushi k liya hum yeh faisla liya aur apki marzi shamil thi ismein hai na...??!!
Horam stiff to hear her but composed herself
Horam: hum *sob* jantey hai *sob* galti hum say hui hai *sob* aap ki *sob* harr saza manzoor hai
She said while sobbing n crying
Mariyam look her crying she put her hand on her head n said
Mariyam: hum ap k dard ko samaj sakety hai horam hum bhi ek women hai asaan nahi hai yeh, jantey hai apne pati ko share karna, lakin ab peeche hatt nahi saktey aap, faisla ho chuka hai aap nai kabhi socha woh ladki jo kal is ghar mein aaye... usse kaise laga hoga..?? woh is ghar mein new hai unke bare mein sochiye zara... kitna bura laga hoga unn k dil mein kitna sawal hongye, anjane mein hi sahi ap nai unko pain diya hai aur ap kisi ko pain de yeh umeed hum aap sa nahi rakhtey
Horam nodded her head again
Mariyam: aur ek aur baath... aap bf par sab k samne nahi ayengi... hum nahi chatey k geet ko bura lage aap waha hongi, toh unki mann mein phir sawal ayengye aur hum unka pehle din koi tamasha nahi chtey samj rahi hai...?
She paused... then continued
Mariyam: ap unsey bad mein mil lijey ga abhi apka milna theek nahi aur ha humri batho par samjne ki koshish kijeye ab apki aur maan ki zindagi k sth geet ki zindagi judi hai aur unka koi kasoor nahi in sab mein hum unhai takleef nahi dena chahtey
Horam look her n nod her head went from there
Mariyam sighed in relief she also went to saw geet
@ breakfast table maan came sat his seat he waiting for horam he did not see her there think that she was in kitchen
Geet came along with Mariam and was made to sit beside maan
Maan look her get shock coz she was sat on horam chair which he didn't like
He look her n his mother
Anie also not present there coz she want to avoid bf with geet
Maan clear his throat n said: geet
Geet who is shy shy look him
Maan: sat on other chair he said strenly
Geet: ji
she get shock his order n get up at once
Mariyam look him anger
Mariyam: maan yeh ap kya kar rahe hai???
she said with compose voice don't want to show her anger before geet
Maan: yeh chair ho...
but he cut by Mariyam
Mariyam: humai pata hai woh yeha nahi hai, aur unhai kuch kam hai toh woh bf par nahi ayengi
Maan look his mother face n find something
Mariyam: humai bad mein dekhlijeye ga maan bf kijeye
she said camly
Mariyam: aur geet bete ap ko bura na lagey to h aap maan ki dosri tarf ja kar beth jai beta
Geet: nahi koi bath nahi
she said n sat beside maan other side
Maan want to get up but did not go against mother n give geet any wrong signal he silently ate his bf n get up
Maan: mera hogya mein office ja raha ho
he said n want to go but stop with his mother voice
Mariyam: office jane say pehley hum say mil kar jaiye hum aap say bath karna chatey hai
she order him
Maan: ji mein study mein hoon abhi
he said went to study
Mariyam shook her head but poor soul geet was mute specter between mother n son
Mariyam: geet aap bf nahi karahi ??
Geet: bass mera hogya
Mariyam: par bete aap nai kuch nahi khaya
Nahi bass hogaya... said geet
Mariyam said something but they hear voice behind
Came on mom she is not use too with soo many dishes infront, iska toh dekh kar hi stomach full hogya hoga right...??
aniee who came to dining area said this
Geet bite her lips and look down she was embarrass in front of all
Mariyam look anie with soo much anger
Mariyam: behave your self anie
she shout in slow voice
Anie : main nai kiya galta kha
she said with moving her shoulder like i don't care
Sultana: anie beta bf kijiye aap bhi... geet yeh pasta lijey, bhut tasty hai
her chachi distract all coz now anie in trouble
Anie: yeh take it tum nai toh iska name bhi nahi suna hoga geet
Bahbhi, geet bahabhi dont forget what relation you have
mariyam shout this time her voice shaking with anger
Anie and geet both look at her
Mariyam: geet ko apne kamre me lekar jaieye abhi
she order
Sulatana took geet along with her
Here in dining area...
anie stood infront of her mother, she is sacred little but did not show
Mariyam: have your bf go to your college... i will talk you later, now i have other work but don't forget what i said understood..?!!
she said n move toward study for talking with maan
Anie's eyes get moist after listening scolding from her mother
Anie: coz of you today mom scold me geet i hate you
she said n went to college without taking bf
In study maan sat on his chair his eyes was close he was thinking about what happen on bf
why horam did not come... he want to talk with her but his mother said she want to talk with him so here he was waiting for his mother
Mariyam came to study look him she voice him
Mariyam: maan
Maan open his eyes sat straight his mother sat in front of him on couch
Mariyam look him like she was finding something on his face
Maan: kya bath hai ami... aap asey q dekh rahi hai?
he said turn his face toward lappy
Mariyam: dekh rahe hai MSK... jinn ki people example detey hai woh apini zaban say kabhi peecha nahi hatey aaj kaise hat gaye... woh bhi apni ami ko di gaye zaban
Maan look her shock did not get what she was saying
Maan: aap khena kiya chahti hai mein apki bath samj nahi pa raha
Mariyam sighed: MSK aap shayd bhool gaye k 3 month pehley ap nai ek wada kiya tha k ap humai humrai khandan ka waris... ek heir dengye aur is k liya ap nai humre khena par dosri shadi ki right...
she said with deep yet dangerous voice which can shake any one
Maan did not meet his eyes with his Mariyam try to avoid topic
Maan: ami jaise ap chahti thi waise main na karliya...!!! karli dosri shadi ab aap keh rahi hai k mein
He said packing his bag to leaving
Mariyam stop him: ek minut kaha jarehe hai aap... baath abhi khatm nahi hoi shadi kar li ap nai humre khena par nibhayega kaun...???? huh!!!!
she said with anger
Maan: ap kiya khe reahi hai meri samjh nahi aa raha
he said seeing other side
Mariyam: chaliye hum direct aap se poch rahe hai k kal rath aap kaha they???
Maan close his eyes: oh toh us ladki nai ami ko bata diya k kal rath mein
he said with anger
Mariyam: seriuosly maan kabhi kabhi hamai shakk (doubt) hota hai k aap itna bara empire akeley kaise manage karte hai... jab ap itni chhoti bth hi samj nahi paety
She said sarcastically
Maariyam: kiya lagta hai aap ko humai koi bhi aakar aap k barey mein kaheyga woh bhi galat hum maan lengey aap ko subha horam k room say bhar jatey dekha tha (she did not took sultana name) boliya kiya jawab hai ap k pass iss act ka?
Maan st: ami nai mujko horam k room say bahr jatey dekh liya aur mujhe laga us ladki nai... maan kal rath ki harkat k bad bhi toh usey blame kar raha hai achha howa ami nai meri MU dor kardi warna...
He back to listen Mariyam voice
Mariyam: maan kuch boliya kiya jawab hai aap k pass?
she shout on him
Maan; ami woh mein muje kuch waqt chahiye
he said his heart beating fast, not meeting his gaze with her it made Mariyam annoyed more
Mariyam: dimag kharb hai shadi karli uske bad aap keh rahe hai waqt chahiye ap nai kabhi socha k jis ladki say ap nai shadi ki hai us k bare mein boliya
she hout again
Maan: ami please mein kuch galat nahi kar raha kuch waqt hi manga hai bus aur wase bhi woh ladki abhi hi aye hai usey adjust hone mein bhi waqt lagey ga
he said don't want to feel guilty
Mariyam: kiya horam ko bhi yehi bola tha
Maan: ami aap
Mariyam: boliya unko bhi adjust karnai ka muka diya tha unsay dor jakar
Maan: horam ki bath alag thi
he shout this time
Mariyam: maan voice
Maan: sorry ami mein ap say is tarah bat nahi karna chahta tha par ap toh muje samjne ki koshish kije
he said with guilt n helpless
Mariyam: hum kuch samj na nahi chatye bus ab ap peecha nahi hatt saktey yeh hum ap ko karne nahi dengye... geet ki koi galti nahi in sab mein toh woh q sufer karey
Maan: ap ko us ladki ki fikar hai meri nahi
Mariyam: woh ladki apki biwi hai aur is ghar ki bahu
Maan: toh hor bhi meri biwi hai aur is ghar ki bahu aur kal rath mein uska sath tha kuch galat tha is main he argue with her
Mariyam: par kal apko geet k sath hona chiye tha
Maan: meri biwi mein decide karo ga muje kis k sath rehna hai bus
he is adamant now
Mariyam: maan ap nai wada...
but she cut by maan
Maan: mera wadha ap ko yaad hai ap nai bhi wada kiya tha k is ghar mein meri zindagi mein hor ki place koi nahi lega toh aaj bf par hor q nahi aai aur q ap nai us ladki (he did not take geet name) ko hor ki place par baithaya boliye ami
Mariyam: hum nai unhai bf par aane say mana kiya
she accept it
Maan : lakin q
Mariyam : q k hum nahi chatey they hor geet k samne aai abhi unki night kahrab hogye ab bf par hum koi tamsha nahi chahtey they, hor k wajha say
Maan: aap kehna kiya chatey hai
ek minute
his mind click some thing
Maan: kiya geet ko hor k bare mein pata hai kiya us k family ko pata hai k yeh meri dosri shadi hai
he question her
Mariyam startled with this sudden question: maan ap kena kiya cherahey hai k hum nai geet aur unki family ko horam k bare mein nahi batya
she questing him again
Maan: mein bus jaan na chahta hoon q ap ko yeh laga k hor k bf par hona thek nahi
he said try to explain his point
Mariyam: hum samj gye ap kiya khena chety hai ap ko bata de k hum nai geet k mother ko ap ki sahdi k barey mein khud batya tha aur rahi bath hor k geet k samna na ane ki hum nahi chety humre ghar mein geet aur horam k beach galat femi aye agar geet ko pata chalta k kal rath ap horam k sath they toh woh horam ko galt samjti hum nahi chety asa ho samje ap
She said with hurt tone
Maan felt guilt to question his mother like this he want to said something but stop by mariyam
Mariyam: ek aur baath maan hum nai kabhi nahi socha tha k aap hum say asey sawal pochey gey mariyam raza khurana nai aaj tak kabhi kisi ko dhoka nahi diya na kabhi dengey humai aapke papa aur allah ko face dekhna hai dar hai humain is baath ka
Maan feeling guilty more he sat on floor beside her chair put his head on her lap
Maan : ami i am sorry
he chocked
Mariyam get up once : nahi maan aaj nahi hum jaantey hai ap ko horam ki fikar hai aur honi bhi chahiye humai bhi hai unki parwa unki pain ka andaza hai humai, hum bhi ek aurat hai samajh sakty hai kitna muskil hai unn ka liye, lekin horam ki wajha say hum geet k sath na-insafi nahi kar saktey aap mane ya na maney ap apki zindagi mein geet bhi shamil hai unka apki zindagi aur pyar dono par haq hai aur agr aap nai unhai yeh haq nahi diya toh hum say bura koi nahi hoga humai majbor mat karye k hum horam ko unke maaykey bhej de kuch waqt k liye
She said n threatened him, then left him to bear his guilt n pain
Maan in study sating on floor cried his one act pushed him in remorse n guilt bass yehi bach a hai uski life mein
He took his phone to call
Maan on phone : please wapis ajao aap k maan ko apki zarurat hai yeha koi nahi koi nahi jo mujko samje he cried like child
Other side person listen his voice but did not said any thing but listen his painful voice n also feeling pain
Other side horam after listen her mil she straight went to her room servant brought her bf which she did not see she was crying
Horam pov
Q ho raha hai humary sath yeh sabb...?? kya galti hai humrai? hum nai kabhi kisi k sath kuch galt nahi kiya phir q...???!!!!!
she crying, sobing hard went to cupboard took some box n open it in box there is small cloth of baby she took it on her hand n caressing it, then lovingly kissed it
Horam pov continue ...
Q chhin li hum say humari sab say bari khushi allah q cheen li aap nai humri khushiya (when person so much pain he or she start questioning god for their misery) kitna khush they hum sabb lakin ek hi pal mein sab khatam hogya sab khartam
She crying hugging the piece of cloth close to her heart (she n maan lost their bay in accident detail later, she cannot be mother again)
Pov continue
Aap nai humai adhora bana diya ek adhuri aurat (incomplete women)
q maan q aap ne humey chuna baby ko nahi q kartey hai humsay itna pyar q nahi share kar pa rahe hum aap ko kisi aur k sath... kya karey hum...?
she cried hard, shouting hid her face in pillow
You are very happy she listen a voice
You are happy horam she listen again removing her face she saw same girl like her
Horam image: toh bhut kush hai aap...!
imaginary horam said with smile
Horam: kon kon ho tum...?
she said with shock as well as fear
Imaginery Horam: arey dor q ja rahi ho...? mein toh tum hi hu...
tumahery andar ki awaz tumra dil ya phir yeh samjho tumhara zameer
Horam: mere andar ki aawaz... zameer...!!!
she repeated getting confused
Imaginary Horam : arey abhi bhi nahi samji mein tumri andar chupi woh wish hoon jo pori hogayi
She said sarcastically
Horam: awaz, zameer, ya wish tum jo bi ho please jao yeha say
Imaginary Horam: jao...?!! mein kaise ja sakti hu...?
mein toh tum hu... tumhari duniya waley muje nahi dekh saktye par tum muje dekh sakti ho sun sakti ho
Horam: kiya kehna chahti ho..??
Imaginery Horam: arey tum toh gussa ho rahi hoo... mein toh tumhari khushi hu
Horam : khushi ???
Imaginery Horam: haan khushi... arey dekho tum abhi bhi nahi samjhi... tumhari sab say badi khushi aur wish jo tumhai mil gayi, saap bhi marr jaye aur laathi bhi na tootey
Horam: jo kehna hai saaf saaf khao, gol gol bath mat karo aur jao yaha say
she shout
Imageiney Horam: arey tum phir gussa hogaye...
mein toh tumsay yeh kehna chati thi ki maan ki nazr mein tum beachri bhi bann gayi aur tumhara kam bhi hogya sab log sochengey k dekho bechari kitni mahaan hai apni suhag ko uski aur uski ghar ki khushi k liay dosri shadi karwai par sab yeh nahi jantey k tum maan ko us ladki k pass janey nahi diya jaan boojh kar haina...
Horam shock she denied to accept this
Imagienry Horam: q jooth bol rahi horam woh bhi muje say apne ap say
Horam: hum koi jhoot nahi bol rahe hum ne aise socha bhi nahi aise kabhi hum nai dil say maan aur iss ghar ki khushi chahi hamseha aur yeh shadi bhi sab ki khushi ki khatir hui... mantey hai kal hum apni dard parr kaabu nahi rakh paye lekin hum aise soch bhi nahi sakty e
Imaginery Horam : jhoot bol rahi ho horam tum kudgarz ho tum sirf apne barey mein soch rahi ho tumhara dard tumahri takleef us ladki ka kya jis say tum ne maan ki shadi karwai uska kya...???
Horam put hand on her ear: chup hum khudgarz nahi hai
Imaginarey HORAM : tum yeh kena chahti ho k ab tumhe koi farq nahi parega agar maan us ladki k pass jaaye...?
Horam become numb
Imagernary Horam: dekho apne aap ko tum... kaisi pale hogye sirf sunn kar socho agar sach main aisa howa...
maan q nahi letey tum ne ek ladki ki zindagi kharab ki hai horam
tumahri wajha say maan zindagi bhar sir utha kar nahi chaleyga...
tum nai use uske pyar ka yeh sila diya
tum khudgarz ho horam tum nai ek massom ladki ki zindagi kharb ki
khurana khandan ki izzat k sath khela
sab yehi sochenge maan galat hai par koi yeh nahi dekheyga k woh tumari wajah say us ladki k pass nahi gaya
tum selfish ho sirf apney barey main sochti hoo tumahi maan ka dard nahi nazar aata
uss k pyar par tumhe doubt hai woh badal jaega tum aise sochti hoo...
tum kudgarz ho horam
She said n laughing out loud
Nahi mein khudgarz nahi she said n get up
She was in bed sweating
Horam st: ye sapna thha...
she put her hand on her mouth try to compose herself
Nahi hum aisa nahi kar saktey... hum selfish nahi hai
hum maan k sath asey nahi kar saktey hum peechey nahi hatt saktey yeh rasta hum nai khud chuna hai ab aise nahi karsatey yeh galat hoga us ladki k sath aur maan k sath bhi
She determine to her decision not bother maan again
...to be continued
Here is part i know not maaneet scene but want to share this
Hope you all like this too
Last time garbar hogye thi this time made sure k previous part zayada mix nahi hoo
Please hit like button n share your views please two words is not enough
198