
tu bhi nah Bina break ki ghari hai tara
aree ach khasi darwase pe khari thi, par tuje chean kaha hai, paas engine start kiya aur aagayi aapne jaan musibat mein dalne.
' jab zindagi tumhare raasthe mein andhera karde toh jitne jaldi hosake dimaag ke bati jalani chaye'
mr india bhi toh nahi hoona ke ghari ka button dabao aur patse ghaib hojai🤣
bahu lekar aaythe ya pepal ke pear se dhayan utar ke leaye the ke kare kare ghaib hogayi
Life mein ghirne ke baad uth kar aapne pearon mein khare nahi hui toh kya kiya - TARA
JR duniya bake tuje aapna bhagwaan banale mere bina tu bilqul adoora hai
jaise din ka ujaale raat ke andere ke bigar adoora hai, Achayi ke haryali burai ke registan ke bina adoori hai, suk ki chaadar, duk ke bistar ke bina adoori hai,
teek waise hi jaise JR naam ka yeh bhagwan, Iss shaytan ke bina adoora hai, Rmayan mein agar ravan nah hotha, toh ram sirf Dasharath ke bade bete ka naam se jana jatha, Ram ko sach moch ram banaya ravan ne- Kalavati
Edited by mastaTmohi - 11 years ago