Poll
Which song you want on Vivaan and Dhara?
Page
of
1🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group A, M 27: India vs Pak at Colombo🏏
The Great Gen3 Rant
🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group B, M 30: AUS vs SL at Pallekele🏏
CULPRIT VIDYA 16.2
✧ Yeh Rishta Kya Kehlata Hai || Episode Discussion Thread #2 ✧
🏏India Women tour of Australia 2026: 1st T20I in Sydney🏏
GIRLS IN HOSTEL 17.2
🏏ICC Men's T20 W C 2026: Group D, M 28: AFG vs UAE at Delhi🏏
🏏ICC Men's T20 WC 2026: Group C, M 29: ENG vs ITA at Kolkata 🏏
ICC Men's T20 World Cup 2026, 31st match NZ vs Canada 17th Feb
Shreyas Talpade & Daisy Shah - in Palaash Muchhal s movie.
"Pal do pal ki kyun hai zindagi
Is pyaar ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon, mauhalat main ek nayi
Rehna hai bas yaahan ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
Teri muskurahatein hain taakat meri
Mujhko inhi se umeed mili
Chahein kare koyi sitam yeh jahaan
Inme hi hain sadaa hifazat meri
Zindagani badi khoobsoorat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaishein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahaan tere paas main haan
Vaada hai mera, marr bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai"
It is beautiful song and it went well with young Vivan and Dhara.Originally posted by: ekta.jain
I like this song jo chote vivan dhara ke liye play kiyajata tha.
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Labj girane na paaye honto se, waqt ke haat inako chun lenge
Kaan rakhate hai yeh daro deewaar, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein Aise bolo ke dil ka afsaana, dil sune aur nigaah dohraaye - (2)
Apane chaaron taraf ki yeh duniya
Saans ka shor bhi na sun paaye, na sun paaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Labj girane na paaye honto se, waqt ke haat inako chun lenge
Kaan rakhate hai yeh daro deewaar, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye baatein Aayiye band kar le darwaaje aa aa...
Raat sapane chura na le jaaye aa aa...
Aayiye band kar le darwaaje, raat sapane chura na le jaaye
Koyi jhonka hawa ka aawaara
Dil ki baaton ko uda na le jaaye, na le jaaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga Labj girane na paaye honto se, waqt ke haat inako chun lenge
Kaan rakhate hai yeh daro deewaar, raaj ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein Aaj itane kareeb aa jaao, duriyon ka kahin nishaan na rahein - (2)
Aise ek dusare mein gum ho jaayein
Faasala koyi darmiya na reh jaaye, na reh jaaye
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga
Labj girane na paaye honto se, waqt ke haat inako chun lenge
Kaan rakhate hai yeh daro deewaar, raaj ki saari baat sun lenge Aur aahista kijiye baatein
Mm mm mm mm mm... o o o... aa aa aa...
This is one of my favourite song nowadays. 😉 😆 Will love to see it on Vivaan and Dhara plus Preeman too. 😆<font face="Comic Sans MS, Times, serif" size="4">Humdard from Ek Villain, thats the perfect song for Vivaan And Dhaara. It is dark, it has pain and most importantly the lyrics are apt for them...</font>
"Pal do pal ki kyun hai zindagi
Is pyaar ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang loon, mauhalat main ek nayi
Rehna hai bas yaahan ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
Teri muskurahatein hain taakat meri
Mujhko inhi se umeed mili
Chahein kare koyi sitam yeh jahaan
Inme hi hain sadaa hifazat meri
Zindagani badi khoobsoorat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaishein teri ab duaayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahaan tere paas main haan
Vaada hai mera, marr bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai, jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai, jo tu mera humdard hai"
Yeah mine too specially the line "Is pyaar ko hai sadiyaa kaafi nahi" that makes me think about Vi-Dha's love and i feel this song wud really suit them...Originally posted by: beautiful_heart
This is one of my favourite song nowadays. 😉 😆 Will love to see it on Vivaan and Dhara plus Preeman too. 😆