Hello ppl
Meenu here..
Aaj toh sab Sad and Angry mode mein hai.. in Ranawat Haveli
Pagalkana in its mode backđ
Pagalkaane ki har patient ki khabar lete hain chaliye
Patient 1:
Rudra..
Paro se Pyaar
Paaro ki humshakal se nafrat
bete se pyaar
bete kisko chahta hai us se nafrat
<Yaar.. What is your problem.. She has your wife face.. that is not her problem.. And she happened to come to Udaypur.. not her fault.. you were appointed as her bodyguard.. Ask her chacha or yourself.. Kisne kaha BSD ko chodke Security service chalane ko? aj yeh nobat hi nahi aati.. toh blame karna hai toh khud ke sar pe daalo.. Grrr.. aa gaya.. tandav karne!!>
Serious problem of PASTOPHOBIA..
yaadash rahegi toh sabko pareshaani hogi! Iaaj.. mushkil.. So LEFT OUT CASE!!
Patient 2
MYTHILI
Pati se toh kuch hua nahi!
Devar se kuch milne wala nahi
ab bina paida kiya beta bhi haath se jaaying..
Toh.. bichari ka kya hoga?
<she is another mystery.. one time very good to Myrah.. Another time.. very strict asking her to move out of their life and very next moment asking her to share pain.. Pehle khud ke zindagi savaro baisa!>
Serious case of DEVARLAGAO.. So phobia to us
Ilaaj.. Samrat ji.. kuch karo!! Biwi ko samhalo.. varna... you will be saying KHUBSOORAT AURAT KISI KI NAHI HOTI soon..
and we will be saying.. SUCH IS LIFE to you!!
Patient 3
MYRAH MEHRA
She is not permanent case.. but dohre padti hai.. kabhi kabhi!!
kisi se mangni ki
kisi aur ke ghar rehne lagi
apni khud ke hi bodyguard se pyaar ho gayi
lekin... bichari ka haal toh dekho..
jis se inko pyaar hua.. unko iski shakal se pyaar.. aur inke humshakal hone mein nafrat hai!!
<Seriously a SUCH IS LIFE MOMENT! she was kismat ki maari... she wanted a destination wedding with her childhood friend.. fell in love with her Khadus mochar.. and now its all about her being like his wife.. Bichari karen bhi toh kya karen? she was not informed before about Paro and she never knew that she is a look alike and Dhruv's mental status seeing her.. >
a case of MARRIAGEPHOBIA..
jab bhi she thinks of marriage.. kuch na kuch ho hi jata hai..
again now the marriage is at stake
Ilaaj.. kuch nahi ho sakta.. shaadi karwado.. sab set ho jaayega
PATIENT 4
Mixed... MOHSUMSHAT Ranawat
I mean MOHINI.. SUMEr.. SHATABDI
Jab jo jisne bhi kiya uaka koi matlab nahi
job jo yahan aaya uska koi matlab nahi
matlab hai.. sirf is baat ki.. ki Myrah is beti of America vyapari and bateeji of Minister..
KYUN PAISA PAISA KARTI HAIN
KYUN PAISE TU MARTI HAI!!
<all fought like jungle rats once and now that they knew where to get from whom by how.. all joined hands to get those 2 ppl together>
CASE OF PAISAMANIA!!
Ilaaj.. iska koi ilaaj nahi.. jitna paisa do utna kam in logon ko!!
PATIENT 5
asli wala patient
DHRUV RUDRA PRATAP RANAWAT
Bichara
heard what he should have not
believed what he should not
got attached to whom he should not
toh ab sab saamne aya hai.. toh now he is on bed.. all down with fever..
woh bhi 104 ka?
<Ro roke bhukar chada diya.. Rudra ke gussa aur iske bhukaar.. chad gaye toh!! TOH TOH TOH!!>
Case oh MAA NAHI PHOBIA
ilaaj.. Shakal ko chodo.. humshakal ko apnao.. KHUSH RAHO.. I MEAN REHNA HAI TOH RAHO!!
PATIENT 6
Rohit
Hum apne shakal ab dikha nahi sakte
hamare bina yeh show chalu ho gaya...
Mai hi hoon.. Rohit mai hi hoon..
koi mujhko bhi yaad kiya karo!!
<Muh dhikayi ka intezaar karoge toh bidaai milega.. MUFT MUFT!! >
Case of GHOOMOPHOBIA...
ilaaj.. dikhayega toh ilaaj karenge!
in sab ke bich.. Koyel.. Na patient.. na steady..
so cat on the wall..
POINTS
1. Rudra ke woh check grey shirt phir se.. aur woh flat helmet and phatpatiya.. 80's ke villain lag raha tha.. GAFRO TAILOR.. GAFRO PAN KAM KARO YAAR.. and Creativity ka sathya naash ho raha.. Suit pehenke phatpatiya? eoh bhi flat helmet?
2. Myrah.. jaate jaate phone ki aur new york ki business class ticket lag gayi? NO ULLU BANAYING NO ULLU BANAYIN
3. sirf hamare yahan esa hota hai.. larka larki koi kaam ya kisi ke liye kuch milke karo toh un dono ko pati patni maan diya jata hai.. maily by doctors𤢠KUCH NAYA DHIKAO!!
4. Was it so necessary for Rudy to correct the doctor when he was trying to inject his son?
5. Myrah was given a sedation.. but she was acting as if she was given vodka and now she is all đ about falling in love with him! POINT KYA HAI? HAMEIN KHUD SAMAJH NAHI AAYING!
6. Mythili.. asked myrah toh say what she feels like and asked myrah to share her feelings.. saali khud boli ki hum sabse dur raho ab kyun hamdardi jataying? SERIOUSLY?
7. Udaypur mein school bazaar mein hain and Ranawat haveli seedha Highway mein khulta hai!
8. Itna sab kuch ho gaya.. phir bhi Myrud bachon ki tarah lad rahe.. which is totally pointless
9. 3 saal pehle.. HUM SAB KUCH DI KE LIYE KAR RAHE.. today.. MEIN SAB KUCH DHRUV KE LIYE KAR RAHI HUN!!
<and for whom we are tolerating all these?>
10. DHIM TANA.. TANA DHIM TANA.. AAA...
on the whole..
sab gussa.. ruthe hue.. pagal patients ghooming.. and still Rudy claims this BSD haveli as RAnawat haveli.. and we are ghooming now
APNE RUTHE PARAYE RUTHE.. YAAR RUTHE NA
Total.. SUCH IS LIFE episode..
DEKHNA HAI TOH DEKHO..
Hum toh jaa rhe..
Tata.. bye..
Aapke
Meenu
addict
pandu
NAMOSHKAAR!!