Chapter 22
Taani and Vishesh
Taani - me aapko successful prove karna chahthi thi... mene socha tha ki me apne MBA poori karke aapke paas aayenge aur phir humare beech sab kuch teek ho jayega... ab dance bhi humare beech nahi hoga... Par jab me apne MBA kar rahe the tab meri daadi ne mere papase kehke mere liye ladka doondna suru kiya... papa majboor the... mene bahuth try ki par daadi man nahi rahe the... aur mujhme kabhi daadi ke against kuch bolne ke himmath nahi thi ...
Flashback
Taani and Vishesh are sitting together.
Taani - Vishesh, me kya karu?? Tumhi batau... mere mummy papa man hu nahi rahe he vo log meri shaadi karvake rahenge. Tum tho jaanthi ho na mera career...
Vishesh - tho tum mujhse shaadi karlo...
Taani - kya?? Tum pagal ho?? Shaadi koi mazak he kya??
Vishesh - ye baat me bhi jaanta hu ... par me tumse isliye shaadi karna chahtha hu ki me tumhare bare me sab jaantha hu... I mean me tumhe apni career me aage badne se nahi rokungi aur ek bar tum apni career me successful ho gayi tho tum mujhe divorce de dena... aur tum apne Rey ke paas vapas chali jaana... n don't worry hamara shaadi will be just for namesake. I promise you that... baki jho bhi faisla he tum karlo... mujhe manzoor he...
Both became silent for a while and then finally Taani spoke.
Taani - mujhe lagtha he tum sahi keh reh ho agar me tumse shaadi nahi kit ho mere gar vale mere shaadi kahi aur karva denge... tho me kabhi apne sapne ko poora nahi kar payega... so mein tumse shaadi karne ke liye ready hu.
Flashback ends
Vishesh - ab tho sab kuch clear ho gaya na Rey ki Taani ne mujhse shaadi kyunki aur vo kaise dancer bana??
Rey nods.
Vishesh - tum bahuth lucky ho Rey ki tumhe Taani mila... Me jaantha hu ki ye tumse kithna pyar karthi he... pagalon ki tarah pyar karthi hu tumse... ye mere sath zaroor thi par iska dil hamesha tumhare paas thi. Iska dyan rakhna...
Taani -tum mere sabse best friend ho...
Vishesh - vo tho me hu... take care...
He leaves.
Rey - but tumne apne engagement par hum sabko kyu bulaya??
Taani - vo meine isilye kiya kyunki mein nahi chahthi thi ki aap meri vajah se apna focus lose karu... agar aapko pata chalta ki mein Vishesh se shaadi kar raha hu tho aap kabhi mere bare me nahi sochenge... mein aapko strong hothe dekhne chahthi thi... isliye mene apne emotions ko control karke aapko apni engagement pe bulaya... par kahi na kahi I was satisfied with my decision kyunki end me mein aapke paas hi ayenge. Aur uss waqt agar me apko ye sab batau tho shayad hum dono ke beech sab kuch clear ho jayenge. Par jab meri shaadi hui uske baad mujhe pata chala ki Vishesh mujhse sach me pyar karthe he. Mujhe samaj me nahi aaya ki me kya karu... Ek awkard situation thi... me Vishesh ke dil bhi dukha nahi saktha tha aur uska sath bhi nahi reh saktha tha.. me chup chap vahi life jeena suru kiya...
Then she tells him how Vishesh took the decision to divorce.
Taani - par mene vapas aake dekha tho aapko Kriya ke saath dekha. Uss pal aise lagtha tha jaise koi mere dil me ek bada sa pathar rakh diya. Then I realised that mene jho bhi kiya bahuth galat kiya... aur mujhe uski saza mil gaya...
She starts crying badly. Then she looks up and faces him.
Taani - kya tum mujhe maf karoge??
Precap
Rey - Tume kya lagtha he, ithna sab kuch ho gane ke baad tume maaf karunga me...
He turns away from her.
Rey - Rey please aise mat jao... please... Rey...
He leaves from there. Taani breaks down.
I know I have messed up everything. forgive me for thatðŸ˜. I wanted to give a reason why as to Taani agreed to marriage😕, now everything is messed up. But next chapter will be an interesting one😉.