I wonder how Raman might have asked her about the picnic... what sentence he said that she misunderstood it as the picnic for whole family...Lets imagine...I think it will be,
"Ishita, Main sochh raha tha ki hum log kahi bahar ghumne jaye kal"...š
"Ishita, main soch raha tha ki hum picnic chale kal??š
This can be the dialogue na...y she misunderstood him...isme to sirf hum bola hai..to matlab Ishu aur raman...š
Pagal aurat ..apne hot and handsome husband ke sath akele jane ka chance khud hi khatam kar di...idiot...š”agar family ke liye hota to bechara Raman bolta na ki, "Ishita , main sochh raha tha ki hum pure family ke sath picnic chale.."...šusko ye difference bhi nahi samaj aaya...idiot
Aur kaunsi tarike me bola hoga ki Ishu ko laga whole family ke liye bol raha hai